Where are you ...

[QUOTE]
*Originally posted by rabiaa: *

taghauuri?? ab yeh kia hota hai..smack..dekhein mein ne kal bhi kaha tha k yeh code words mein baatein na kia karein aap professor bailan..mein ne kal ki terha badi wali urdu bboli na tu pachatana beith kar...mad..

aur phir jhoot..kal samajhaya tha k jhoot nahi bolna aainda..woh bhi itna vada wala k aap achey hain...nono4..aur Allah na karey k hamare itne bure din ayein k aap k bharosay beithna pade woh bhi kuch seekhne tobah tobah..

mere saath aaj bohat kuch howa......meri rudad sunay koiii teary3....
kis mein hai himmat k sun sakey...teary1..
[/QUOTE]

Taghauuri means change tabdeeli. Aur itni simple aur sada urdu mai tu baat kertay hain, ok aap bhi use keejeay jo bhi words use kerna hain, hum bhi tu dekhain kitna zor hai baazoo e qaatil main :)
Aur hum jhoot nahee boltay kabhi, keh jhoot kee aadat nahee hamain, ask HH she knows me, mai bohat acha khoobseerat khoobsoorat sa nau jawaan hoon :D
Aur aur aaj kia hua aap kay saath, sunaain aap apni rodaad, hum bhi hama tan gosh hain, bohat inhemaak say aap ka haal sunain gay. :p

:smack2:
yeh tu bachon ko daranay kay kaam aa sakti hai :mocking:

chii..eik wohi mila hai mujhe peecha karne ko..:mad:…Hrithik ji faut ho gaye hain kia..blush…bongi insan ..:bailan:..

lo..:smack:..Allah rey bongay panney ki intehaaaaaaaa…smack..mein ne ‘marhuma’ kaha tha na…Sb ka ram nam sate ho gaya hai kia..bongiiiiiiiiiiiii :frusty:…ab tu pehle se bhi zyada deir lagaoun gi…jab thread khuley gi tub padh leina…snooty

kyun tum ne pak per kyun zulm dhana hai..ab kia kiya hai us ne smack…aur tum har kissi ko apni terha moti na samjha karo motan…:halo:..

aap tu bachay nahi ho mgr.. ap ko tu nahi darna chahiye :stuck_out_tongue:

Waisay it is 4:13 right now, I'll leave at 4:30 Ok :)

[QUOTE]
*Originally posted by HeArT HaCKeR: *

aap tu bachay nahi ho mgr.. ap ko tu nahi darna chahiye :p
[/QUOTE]

Haan na, but real wali kab dekhain gay :whistling

:smokin:

hello shello salamzzzzzzzzzzzzzzzzzz

kaise hai sab log?

W/Salaam,
Khush Aamdeed, kaisay hain janab aap. baal bachay kaisay hain aapkay. :slight_smile:

laholwala Quwattt.. Hrithik se lakhh darjay behter hai K.. i bet.. :snooty: hrithik tu pata nahi kia shaye hai.. hilta hee rehta hai… namoona :hehe:

opps.s.. tu aisee koun se membr hai jis ka ram ram satttay ho gaya :eek: tum hee tu nahi ho kaheen :halo: k kii waja se tumhara bhee tu ho sakta hai na ram raam satte :expressionless:

hehe mae Pak ko sudharne ja rhi hon na ke bigaarna .. dekh lena khud hee smooth

aur Maheenuu se baat hoee tumhariiiiii?

tu pehle hi tabdeeli nahi keh sakte they..yeh khamakha ka word ijaad karna zaroori tha :bailan:..aur nahi nahi choro..mein ne agar words use karna shoro kiye..tu bohat water water ho jayein gay aap…:halo:..bisti kharabn ho jaye gi…:mocking:..is liye choro…ayur haan mein koi qatil nahi hoon acha..khud hoon gay bazu, paoun, bal - e- qatil :bailan:..

aur bewafa bechari ko kia pata kissi k bare mein …ussey apne bare mein aaj tuk nahi pata chala k woh khud kitni bongi hai.. :halo:..aur chch khoobsurat naujawanon per aisa ilzam na lagaye khud ko khoobusrat aur woh bhi ‘naujawan’ keh kar…eeK..ab tu naujawan agle janam mein hi ho sakte hain..Allah agle janam mein achi achi chhezein hi nazil karna plz..:halo:..

aur aap kia hain???..gosht hai??? kia???/chch yani mera shuk sahi hai..aap insan nahi hain na…eek…aur kis se mera hal sunain gayy??inhemak???..:frusty:..

[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *

W/Salaam,
Khush Aamdeed, kaisay hain janab aap. baal bachay kaisay hain aapkay. :)
[/QUOTE]

good good thanks :D

baal to poore hai bachay hai nahi :(

aap sunaye

khwaabo`N mien dekh lena..:halo:

Ps. aik tu ap ko ghar janay ki boht jaldii hotii hai :smash:

5 min ho gaye ap ke ?:expressionless:

aye gustakh ladki..khabardar jo apne jeejo ko hilti howi cheez kaha :nono:..devanand naraz ho jaye ga…us ka khitab hai woh..woh naraz ho gaya tu hil hil kar aur uchak uchak kar aur adha ho jaye ga :halo:..

Allah bhayeeeeeee…member nahi hai koiiiii jis k liye kholna hai..Ammiii jiii..kis se pala pada hai :frusty:..Ufffffffffff… BEwafa aaj sari rraat soochna is bare mein..ab tu mein kabhi nahi bataoung i..mad…aur K ki waja se kyun ram nam sate hoga mera…:@ us ki itni majal..

lo..eik tum hi reh gaye thi sudharne wali pak ko…aaj tuk jitni umeedein theen pak se woh bhi mitti mein mil gayeein :halo:…

nahi maheenoo hai kahan aaj kal…tumhari baat howi…mein tu bachi howi hoon abhi tuk us azab se…hahaha…mocking..

[QUOTE]
*Originally posted by HeArT HaCKeR: *

5 min ho gaye ap ke ?:-|
[/QUOTE]

woh washing machine se kapde nikaalne the :( uske baad unko sukhaye...then khana khaya :( ab time to lagta hi hai na...kya kare...life hi aisi hai:(

ohhh aao aao thakur…hello shello..aur ws ws jeete raho, khush raho, dodo nahao, pholo phalo…:mocking:..hum tu theek hain,..zinda hain, khush hain..nahi hain..aap bar bar kyun pooch rahey hain..mocking..

oh aap ka gudda miyan kaisa hai??..aur woh chan chan kaisi hai :halo:…gana gaya tha..chum chum chum chum chum chum chum chum chum chum chum chum chum chamakti shaam hai..hahah…nahi gaya tu gana bhi mut UN ka gana hai..itni bisti bardasht nahi mujhe hoonh

haha ramo kaka..kitchen mein kone mein beith kar khana khaaya tha na…:bailan:..aur rumal latkaya tjha kande per.. haha…

:mocking:

:)

mein abhi soch raha tha ki khana khaakar tumhe ek pm kiya jaaye then socha koi fayda nahi reply to karte nahi ho :halo:

kya chal raha hai? aaj ka din kaisa tha? office kaisa tha? kal office jaana hai ya nahi? agar nahi to raat ko online aa jaana :smiley:

hmmm knee is much better…aaj doctor ne call karna tha but kiya nahi :frowning: kal mujhe hi call karna padhega usko :frowning:

[QUOTE]
*Originally posted by rabiaa: *

tu pehle hi tabdeeli nahi keh sakte they..yeh khamakha ka word ijaad karna zaroori tha bailan..aur nahi nahi choro..mein ne agar words use karna shoro kiye..tu bohat water water ho jayein gay aap...halo..bisti kharabn ho jaye gi...mocking..is liye choro...ayur haan mein koi qatil nahi hoon acha..khud hoon gay bazu, paoun, bal - e- qatil bailan..

aur bewafa bechari ko kia pata kissi k bare mein ...ussey apne bare mein aaj tuk nahi pata chala k woh khud kitni bongi hai.. halo..aur chch khoobsurat naujawanon per aisa ilzam na lagaye khud ko khoobusrat aur woh bhi 'naujawan' keh kar...eeK..ab tu naujawan agle janam mein hi ho sakte hain..Allah agle janam mein achi achi chhezein hi nazil karna plz..halo..

aur aap kia hain???..gosht hai??? kia???/chch yani mera shuk sahi hai..aap insan nahi hain na...eek...aur kis se mera hal sunain gayy??inhemak???..frusty..
[/QUOTE]

First of all aap yeh bailan ka istemal kuch kum keejeay kafi zor say lagta hai, kia aap ki zindagi mai woh nahee aaya abhi tak jis per aap bailan chala sakain. kyu hum ghareeb per taba aazmaai kerti hain. :(
Aur HH ko bhalay yeh maloom ho keh na ho keh woh kitni bongi but woh yeh zaroor jaanti keh hum kon hain kia hain :p
Ufff itnay asaan asaan words dhoondh dhoondh ker laa raha phir bhi aap ko itni diqqat aur pareshani ho rahee, aur janab jo lafz jab yaad aaye wahi istemaal kia jata hai, ab mai koi khaas tor per thoRi use kerta yeh. bas zaban kee rawani mai aa gaya so aa gaya.
Aur hum ko bilkul bhi yaqeen nahee is janam wali cheez per, insaan sirf eik baar hee janam leta aur phir khush o khurram jannat mai rehta (I am talking about guys, meray jaisay seedhay aur shareef log)
Aap say hee sunain gay aap kee roedaad ya bata dain kis newspaper main chupi hai wahan jaker paRh lain gay. Aur hama tan gosh ka matlab hota hai, ghor say sunna. dekha I knew bahanay bahanay say aap mujh say kuch na kuch seekh hee rahee hain :p