Where are you ...

han na … jabhii tu asal Parii ka patta hai mujhai :halo:

[font=comic sans ms]acha achaa.. yaar movie naii dekhnii:snooty:

[font=comic sans ms] bara gandaa bore horaa hoon:snooty:

yaar BS mera bhi aaj ka din bahot hi bore guzra hai yaar :( have been sleeping most of theday...ab to raat ko bhi neend nahi aayegi :(

… :rotato:

:hula:Pa Khair Raaghlay:hula:

:smiley:

:)
Kia haal hain janab??

wohi haddi hai… wohi khaal hai… :stuck_out_tongue:

aapki neend poori ho gai?.. :expressionless:

aur yeh itni sub’h sub’h kya kar rahe hain :konfused:

han hu gae thii … kal subh taqreeban 10 bajai soya aor 4:00PM pur utha :smiley:

itnii subh iss lia yahan pur kai raat ko phir nahii soya :silly:

aor sunnao kia hu rha hai? kahan ho?

aap naheen sudhrogay… :smack:

filhaal tau GS par time zaaya ho raha hai … office ka kaam choR kar :rolleyes:

University naheen jaaana kya?.. :expressionless:

ya do din kaam karke phir do din chuTTi ?.. :smiley:

:smiley: jana hai bhai.. 9 bajai nikloun ga ghar sai… phir Uni sai login houn ga :hehe: (Agar time milla) :halo:

aor garmii kitnii hu rahii hai? kal tu koe bhii online nahii tha sham mai, bore houta rha ..

:mash::wink:

garmi ka zor baRhta hi jaa raha hai :bummer:

aur jab aapki shaam hoti hai tau hamari raat hoti hain :rolleyes:

aur raat ko PC par choTay bhai ka qabza hota hai :smack:

[font=comic sans ms]

:salam:

kyaa haal hayn sab k ?

daaghuu bhaii , kami bhaii , HH –

kidher ho yaar:(

mujhey yad nahi kia :frowning: :snooty:

[font=comic sans ms] hain?

aap kaunn hayn?:confused:

:konfused:

[font=comic sans ms]

kahan gayee muhtarmaa? aap hayn kaun aur aik dam free kessay hogayeen meray saath?

:mocking:

aapki choti behen :stuck_out_tongue:

abhi tak tou kahin nahi gayi thee, aab jarahi hoon islie ke mujhey “loug” pehchantey nahin hain :teary1:

:konfused:

[font=comic sans ms]

hainn? kyaa muftaaa laga hoaa hay?

[font=comic sans ms]awwww:hug:

kaun tumhayy nai pehchaan raa chanda:teary1:

mujhe to bataooonaa:(