Where are you ...

one more… dedicated to my :love:

*aa ja sanam, madhur chandni mai hum
tum milay tau weeranay mai bhi aa jaayegi bahaar
jhoomnay lagaiga aasmaa’n,jhoomnay lagaiga aasmaa’n :rotato:

kehta hai dil, aur machalta hai dil
moray saajan le chal, mujhe taaro’n ke paar
lagta naheen hai dil yahan, lagta naheen hai dil yahaa’n

bheegi bheegi raat mai, dil ka alam thaam le
khoi khoi zindagi, har dum tera naam le
chand ki behki nazar, keh rahi hai pyaar kar
zindagi hai ek safar, kaun jaanay kal kidhar?

aa ja sanam, madhur chandni mai hum
tum milay tau weeranay mai bhi aa jaayegi bahaar
jhoomnay lagaiga aasmaa’n,jhoomnay lagaiga aasmaa’n* :rotato:

yahan kia horaha hai??

[QUOTE]
*Originally posted by Nancy Drew: *
yahan kia horaha hai??
[/QUOTE]

koi gaa raha hai, koi baja raha hai, koi khaa raha hai (dimagh) aur koi khila raha hai .... :p

wow..

i remember bachan mien mae piono per is song ki dhun bajatii thee :love:…

**N^R: ** wah wah kya baat hai aaj to badhe mood mein aaye ho :smiley:

chalo ek aur aapke liye…well not dedicated to you :halo: but for you to dedicate to someone specials :smiley:

hothon se choo lo tum, mera geet amar kar do
ban jaao meet mere, meri preet amar kar do

na umr ki seema ho, na janmon ka ho bandhan
jab pyaar kare koi to dekhe kewal mann
nayi reet chalaakar tum, ye reet amar kar do
*

[QUOTE]
*Originally posted by Nancy Drew: *
yahan kia horaha hai??
[/QUOTE]

tum mod ho jo hum tumhien batayien :p

Daagho uncle :wave:
N^R bhai :wave:
Maheenu :wave:
Nancyy :wave:

am going :wave:

Take care :wave:

Allah Hafiz :wave:

:expressionless:

:hehe: chalein koi baat nahi… Hum tum dekh li???

:eek:… aapko piano bajaana aata hai?.. :eek:

Tussi jaa rahe ho :teary1:

shukar ay :stuck_out_tongue:

take care & Allah Hafiz :hug:

nahi abhi nahi dekhi…weekend par dekhege :stuck_out_tongue:

tumne dekhi?

thanks bro… i 've posted that in your absence… but i love this para of it… :rotato:

jug ne cheena mujhse, mujhe jo bhi laga pyaara
sab jeeta kiye mujhse, mai har dum hi haara
tum haar ke dil apna, meri jeet amar kar do
honto se choo lo tum, mera geet amar kar do

wah … kya baat hai… :mudhosh:

okiesssssssssss

talk to ya laters

Allah Haafiz :wave:

dafa…jaltii hai tumhaari jooti :snooty:

Gotta GO :wave:

Allah Hafiz daghooo bhaiyya, nancy and N^R bhaiyya :slight_smile:

am off for a meeting as well :frowning: will be back in 30 mins

:wave:

nahi dekhi mei ne abhi :hula:

Allah Hafiz :wave:

Maheen & HH… :wave:… TaTa… bye bye

take care… khush raho… :k:

pehle aik… :rolleyes:

phir do… :halo:

phir teen… :smack:

sab ke sab chalay gai hain… tau mai kya kar raha hoon :konfused:

apne aap se baatain?.. :confused:

mai pagal tau naheen hoon na… .:expressionless:

mai bhi chalta hoon… Allah Hafiz… :wave:

^ :rotfl:

Allah Hafiz & Take Care :slight_smile:

han :snooty: