![]()
chale aap logounnnnnnnnnnn ![]()
![]()
chale aap logounnnnnnnnnnn ![]()
… Daagh bro… kaisse hain aap?.. ![]()
N^R
am fine shine yaar…finally Friday ![]()
bas chal rahi hai zindagi badhiya si … tum sunao
hmmm… still one day left in my weekend ![]()
mai theek hoon aur time pass karnay ki intehai koshish kar raha hoon ![]()
hahaha koshish karne waalo ki kabhi haar nahi hoti ![]()
hmmm so kal bhi aana hai tumne office
waise mein shayad Monday ko na aao office coz i have to see my doctor
and pata nahi kya kahege woh ![]()
office mai karnay ko kaam ho tau sunday ko bhi aa sakta hoon…![]()
lekin baghair kissi kaam ke office is damn boring ![]()
doctor?.. still knee problem?..![]()
yeh kab theek hogi ![]()
![]()
ND… kya haal hain ![]()
kitne din reh gai hain Pakistan aanay mai?.. ![]()
salamzzzzzzzzz Nancy
how are you doing??
** N^R: ** heheh sahi kaha agar kaam interesting ho to kabhi bhi aa sakte hai…
haan yaar wahi knee ka problem…i think next week pakka pakka ilaaj hi jayega ![]()
![]()
theek hoon ![]()
bas wednesday subha ko pohanch rahi hoon ![]()
![]()
kyaa haal hainn sab ke?
w’salamzz BS
welcome shelcome.. ![]()
![]()
am fine ![]()
aapki knee kaisi hai?
pehle koi kaam tau ho… interesting baad ma dekhiange :halo:
from pakka pakka ilaaj… do u mean “surgery”?.. ![]()
Allah aapko jald sehat de :k:
nancyy:eek: goin to Pakistan on wednesday? where in Pak ?
i’m coming soon:p
![]()
![]()
anbhi tak to sab ke hal theek hain, aapkey aney key baad…![]()
dats nice :k:
aapke istiqbal ke liye karachi ki saRko par paani ka chiRkao shuroo ho chuka hai
… aur aur hawa mai F 16 laRaaka tayyaaray mattar gasht kar rahe hain … aapki security ke liye ![]()
bhaar mein jaaooo:bailan:
![]()
[quote]
Where are you?
[/quote]
I am in my chair..now ab yeh thread band kardo