Welcome Daagho uncle :halo:
Daagh
38822
oh okie mujhe laga tumhari baaji bhi jaate hoge college…:halo:
nahi nahi kisne kaha ki shaadi ke baad sab kuch wife karti hai
agar phir bhi mujhe hi karna padha to??? 
heheheh ab bhai hote hi is liye hai…aur bhateeje bhateeji bhi…ab tumko hi dekh lo :halo:
haan aa jaao UK…number do mein khud hi baat karta hoon uncle ji se 
Daagh
38823
reply se pehle hi pata chal gaya tha
arayy nahii 
lol.. nahi kerna paray ga.. unhien Roubb mein rakhna na.. ; )
phir wo sarayy kaam kia kerien gee 
mae ne kia kia?
mae tu shareef see hoon sugharr bachii :halo:
likhien.. Qatar ka code dial kr ke 999 dial ker dien 
is ko kehte hien kala jaduuuu 
Daagh
38826
heheh nahi nahi wife par Roub :nono: woh to mere pyaar mein hi pighal jaayegi 
haan haan sugharr bachii :halo:
hahaha kya number hai tumhara 
lol… lol 
ahem ahem..:halo:
wo tu mae hoon hee ap ko shuk hai kia?
wo wala jo bataya hai us per kerien 
Daagh
38828
ahm ahm kya :halo:
nahi humko kya shak hona hai 
haan kiya tha dial number woh keh rahe hai ki kisko pakadna hai meine kaha Heart_hacker naam ki ek bandi hai usko 
Daagh
38829
hai khamosh jaadoo, nigahein tumhari :love:
yeh mera MSN ka nick hai :halo:
kuch nahi bus gala khaaraab hai na :halo:
haww 
ap ne ye kaha !! 
aab ap ki khair nahi :halo:
Daagh
38833
hehe phir gale mein kharash aa gayi ? 
999 wale aaye ya nahi tumhare ghar abhi tak?
haan na :halo:
wo ayien ge bhee nahi 
unho ne Qatar se nikalna thorii hai :halo:
Kamo uncle 
Daagh
38835
idhar aao tumhara gala dabaa kar theek kar deta hoon 
yeah yeah whatever 
aur kya kar rahe ho? dinner kar liya? kya khaya? chukandar phir se ??? :halo:
Daagho uncle
Kamo uncle
meri thread mein reply keroo na :halo:
haan haan bara shouQ hai na gala dabanay ka 
mazloom bachii hoon mae bohtt 
haan ker liya.. chawal thay.. pata nahi koun se… with fish.. mae ne thora sa khaya and now im hungryy 
Daagh
38838
maine dekhi tumhari thread…
bahot boring hai and lambi bhi 

lambii koi nahi hai 
seedhay tarah beth ker parhien 
Daagh
38840
aisa hi hoon mein 
ohhh wah fish and chawal
i had samosa and bread and a sandwich…ab to mujhe bhi bhook lag rahi hai
will get a choclate drink soon 