Where are you ...

:hehe:… ab mera dimagh itna bhi naheen phira huwa :wink:

heat stroke ho gaya tha :smack:

aur aap ghar pe araam se kyun bethain hain … aapko dekhnay kuch log aa rahe hain kya?.. :expressionless:

tumm nai sarii purdh lee hain … :hoonh:
298 pages hain sirf titles kai saath, hur page pur 10 titles hain … :frusty2:

3000 poems bhii kam hain tumhain :hoonh:

mujhe tu sirf 2 milii hain :silly:

koi aur site bataou na :smash:

yahan walii aik he pasand ayee hai mujhe :snooty:

sirf du milli hain … click on best friends .. its on top left .. wahan pur hain 3000 poems sirf best friends kai lia .. :hoonh:

ooh… abb kaise hai tabyat???

mujhai dekhanai aa rahai hain!!! kon hain khan kai hain.. kab aa rahai hain :expressionless:

link deejeeyoo :halo:

ab theek thaak… A1 :rotato:

aur woh pehle mujhe dekh lain phir batata hoon ke kaun hain,kahan ke hain aur kab aa rahe hain :wink:

bhaija tu haii … check karo PM nama

ker liya :p

goood… challo mujhai pehllai sai bata daina kon aa rhai hain … takkai uss hisaab sai he tyarii karoun :halo:

I'm bored :whistling
I'm bored :whistling
I'm bored :whistling

tayyari kaissi… buss aadha kilo sarso’n ka tail laga laina baalo par,qameez ke saath bermuda pehen laina aur ooper tie baandh laina… kaam ho jayega bachay :biggthumb

PS: aur surma lagana na bhoolna :wink:

go to sleep :sleep:
go to sleep :sleep:
go to sleep :sleep:

surma!!!¬ na baba… ussai door he rakhooo :hoonh:

Paan kha laina kehna tu bhool he gai … :o

i dun wanna sleep :snooty:
i dun wanna sleep :snooty:
i dun wanna sleep :snooty:

tu jao chai bana kur laao … mere lia bhii lana .. :hoonh:

aaj mae already bana chukiii hoon .. ab next month boleeye ga :halo:

aglai maheenai barii aaye ge abb … :smack: hud hai yanii kaamchoorii ke … Kia hu ga tumharai UNKA … :halo:

PS: Go check Image section :stuck_out_tongue:

haha :smiley:

mae kaam kerne k liye thorii paida hoee hooon :snooty:

unka bus yehi ho ga ke roz resturant se khana laya kerien ge:hehe: :blush:

p.s. ok

paan bhi chalaiga… buss har do teen minute baad aik pichkaari zaroor maarte rehna … woh bhi baghair paandaan ke :k:

aik aadh baar cigerette bhi pee laina… bhari huwi :devil: