oh woh msg tha…chalo ab hum ne padh liya hai…ab shoba badh chuki hai us ki..…aur haan kafi busy log hotey hain hum..vade log vadi batein..aap nahi samajhein gay..snooty..
is waqt amma huzoor hamey yaad farma rahi haihn..mujhemiss kar rahi hain woh …tu is liye hum ja rahey hain… aur jahan tuk ras malai bananey ka sawal hai tu papa aur baqiyoon ki phir se request aa gaye hai…k jaldi bana loon..per ab bhao bhi tu dikhana hota hai na....ab jab hamare mood ka mood hoga tub dekhon gi, soochon gi, kal parson kuch kahoongi…8snooty*
aur khana khane gaye they us waqt..tobah astagfar..smack…waise pichle janam mein ethopia mein tu janam nahi howa tha aap ka :halo:..jis ka asar aaj tuk khutum nahi howa..halo…
acha chalo ab jaldi jaldi bye shye karo sab log……bye shye..aur takecare vakecare bhi snooty..n Allah hafiz…mocking…
oh ho yani k tum ne kissi ko koi baat samajhne ki koshish ki thi jo yeh hashr howa hai tumhara…..chchc tubhi kehte hain k jis ka kaam ussi ko sanjhay..ksi ne kaha tha tumhey amma ban kar samjhane ki..halo..
yeh bhi eik kala hai..reply mein lori sunana…har eik k bus ki baat nahi snooty…
itne ullu eik sath nazar ayein gay tu kuch kuch aasr tu hoga na Pari per..ab pariyan miskeen jo hoti hain..Pretty…
aur ab pakka pakka bye shye…..Allah hafiz bhi aur takecare vakecare bhi kar k jan choro…8smack*..bye shye…mocking..
oh tu yani aap ko yaad hai k hum ne kissi zamane mein Pm ki thi..…aur aaj agar aap ne kaha hai k pm karein gay yani agle do,2, 4 salon tuk tu puhunch hi jaye gi na yahan..hai na na ..
aur nazar buttoo ho kar nazar lagne ka dar rakhte hain kuch log..hahah…bechare..:halo:…waise darna bhi chaye…itni keemti cheez jo pari hai inbox mein…..
acha ab pakka pakka bye shye..n Allah hafiz bhi aur woh bhi takecare vakecare ..bye…
WAHAN tu khair kabhi nahi bhejoon gi…ras malai ki zindagi pyari hai mujhe…aap ko bhej kar jo un k sath jo hoga mein janti hoon…..pichli ras malaiyon ki rudad suni thi mein ne…haye bechariyan…
oh hoo..ammi mujhe ab bohat zor zor se miss kar rahi hain :halo:…kitni demand hai na meri..mashallah mashallah se..…Allah BURI nazar se bachaye snooty…
aur reply karne k bare mein bhi…pata hai na agay kia kahon gi…chalo phir bhi keh deyti hoon…wohi bat rehm dil..snooty..haan tu dekhon gi, sochongi, kal parson kuch kahoongi....
pakka pakak bye shye…Takecare vakevare bhi smack..n Allah hafiz..n Ba…mocking..