han ye he kurna pardai ga abb tu
aor kia kia behkke behkke batain kur rahee ho kia kurta houn?? kab kurta houn… aor tumharee chunni munni aankhoun nai kia kab aor kahan kaisai daikh lia …
hur chees ju nazar aate hai zaroore naheen kai Wo waise he ho …
ooh… challo koe baat naheen jeet jao ge Insha Allah, tum koe Dorie jaise ho .. :halo:
Mujhai kia patta Raboo se kaho Phone kur kai pooch lai kai aa rahe hai kai naheen :halo:
haan to hum koi jhoot nahi bol rahe ekdum sach and sach hi bol rahe hai…aur yeh bhi sach hai ki hum bachpan se hi healthy blush rahe hai :-p
ohhhhhhhh to daal bach gayi tumhari…mein to humare wali daal and chawal and kal ka chicken khaa kar aa yaa yummy
aur rassssssssssssssssssssssssss malaiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii
wah wah wah kya baat hai…kaise banaye the? aur next time kab banaoge? jab banaoge to mere liye bhej dena halo
sachi mein had hai khush fehmi ki…tumhey yejh khush fehmi kyun hoti hai k mein tumhey apne khitab doon gi..aisa tu sapne mein bhi na soochna…k tumhare itne bhaag khuley gay....
‘hum ko mili us ki saza hum jo khata kar na sake’ ..haye rey yad dila diya bewafa insan..bailan… aur chchc tumhari jooti bhi bewafa hai?..tobah astgarfar…tum tu sar se ley kar jooti tuk bewafa ho bewafa bailan..
ammi bardasht nahi karteen..balkey shukar karti hain..k hum ne un k ghur mein janam liya hai……per tumhey kia pata..baderi kia jane adruki ka suvad..snooty.. aunty ki yani tumhari ammi ki ru rudad sooch kar rona ata hai…haye rey kia ho gaya un k saath..bummer
chalo..yehi nahi pata k quiz hai kahan..smack..mashallah mashallah..tub hi klaha hai k bewaqoofi ka quiz hoga tu tumhare ilawa koi jeet bhi nahi sakta..halo…
behki behki nahi kar rahi hoon..sachai bayan kar rahi hoon..haan yeh aur baat hai k sachai sahi nahi ja rahi ..ab zahir hai sehat bhi dekhi hai hamari anmol ankhon ne :halo:..
aur hum ne jo jab jahan dekhna tha dekh liya hia…aur pata bhi chal gaya hai…..tub hi kaha tha hum ne…
aur waqayee zaroori nahi jo jaisa dikhta ho waisa hi ho..dekhne mein tu aap aur Mr bOngay bhi insan hi lagte hain..:halo:..
aur haan btw mere pass un bongan ka no. nahi hai…na hi us k paas hamara hai..na woh itni khush kismat howi hai abhi tuk..na mujh per aisa koi zulm howa hai abhi tuk..Allah ka shuakr bummer…
haee ree.. becharii khud khush femiyoon ka shikaar hai aur mujhe bol rahii hai.. tsk tsk tsk..:halo:
sowwy yaar. mujhe kia pata tha ke is song ko ganay se tumhein kkkkk ki yaad aa jayee gii sowwyy… fazool mein mae ne tumhare zakhm haray ker diye :halo:
aray jaou.. merii amii tu lucky hein ke mujh aisee betii mili unhien :Pretty: waisay tumharii Mama bhee lucky hain ke wo tumhien bardasht ker ke jannat mein chalii jayine gee :rotfl"
haan na hur baat positon letii hon mae inshaAllah is baat bhee luun gi.. tum dua kerna waisay.. suna hai Allah Tallah bewaQoofoon ki dua jald Qabool kerte hein :halo:
nahi khairiat hi tu nahi thi..tub hi tu itni choti post ki hai…jo k hamari prampara aur sanskaron k khilaf hai....
per woh baat hi aisi hai..k sooch kar khud ko itna bada sadma lag gaya tha…… guess wat howa…waise choro aap kia aur kahan se guess karo gay :halo:..mein hi bata deyti hoon..rehm dili ki inteha dekhi..snooty,.,
woh howa yeh hai k ab hamare jane ka samay ho chuka hai. bummer..shahi savari uth rahi hai..ab..haye rey..sadma…teary1…per abhi nahi next post mein byeshye karon gi..warna lambe lambe post karne ka ilzam laga diya jaye ga mujh nirdosh per…… snooty
aik tu tuhare baimool aankhain patta naheen kia kia daikhte rehtee hain … aay ye jasoos poochta houn uss sai bhii kai kia dikha diya hai usnai iss dafa
aray … waqee mai yani tumahre kabhii baat naheen hoe parii sai!! hairat ke baat hai, magar han ye bhii hai kai churailoun aor pari ke apis mai baat bhii kia hoote :halo:
PS: on a serious note, I thought you two have spoken many times. or was it with HH and Vivo.
shikar tu tumhey karna pade ga mujhe ab..yeh K ka peecha kaun si sadi mein choro gi tum bongannnnnnn urf jahilannnn :@ ..…zakham koi hare bhare nehi howey hain mere..waise bhi koi zakham hara nahi hota andhi…red hota hai ya maroon ya blue bhi hota hai ..hai na na?..per hara nahi hota..Quiz khelne jaye gi yeh halo…
haww hayee pehle batana tha na k Allah miyan bewaqoofn ki jaldi sunta hai smack…mein apni duwaon ki list bhej deyti tumhey Peeri :halo:..
waise suno..ab hamare jane ka samay aa chuka hai…bummer..haye rey judaai..kaise bardasht kar pao gi tum…teary1(..
chalo next post tuk himmat ikhati ka rlo bye shye kaehne ki…bummer…
hay…do u know Hindi and/or Bangali ???
thanks ALOT kai app nai guess kerna ka kaam nahi dia…
waisay…app tashreef lai kai ja rahi hain..tou jaain … and lambi lambi post mara karain…takay main skip ker ker kai parhoon…