![]()
RABIAA:bailan:![]()
TUM KO ITNA LAMBA LAMBA LIKHNAY KI BEEMARI HAI KYA…
Jahan tum hoti hoo…pooray pooray chapters likhay hotay hian…
moti:snooty:
![]()
RABIAA:bailan:![]()
TUM KO ITNA LAMBA LAMBA LIKHNAY KI BEEMARI HAI KYA…
Jahan tum hoti hoo…pooray pooray chapters likhay hotay hian…
moti:snooty:
bus bukhaar sahii ho gaya hai lekin thakaan nahi gayee:bummer:
yupp kr liya hai :halo:
ap sunayoo.. kia chal raha hai?![]()
churaill ne aana hai aaj k nahi?:halo:
Allah rey…ada vada jhoot..
..jaye ab ja kar kulli kar k aye bailan..bachpan se hi gol guppay rahey hain aap..sari katha pata hai hamey..aunty k asal wale bete..jo smart hone they woh pata nahi kahan hain…apne aap ko smart bana kar beith gaye hain..hoonh..
haan hum ne bhi yehi soocha tha k sab se best kapde ayein gay…per wah rey wah..kia kia nazarein dekhne ko mile they :halo:…
aur wohi kia hai ..dal mein aur pani dal k aa gaye hoon…
…ab jo agar hoga woh us dal ki kismat..hum ne tu bachane ki koshish ki thi..nahi tu na sahi..snooty..ho jaye raakh bin jali..snooty…aur ji nahi ammi hargiz yeh nahi kehti hain acha :-|..ammi ko pata hai hamey gustakhiyan napasand hain..anjaam ka bhi pata hai ammi ko jo ho sakta hai..hoonh…
aur mujhe yaqeen tha k rasgulla hi samjhein gay
..bongaypanne ki koi nishani na chorna peecha..smack..rasgulla nahi…ras malai banaye thi..8smack*..aur bohattttt sari banaye thi pehli dafa..aur sari khutumho gaye..eek..mein ne soocha tha us virus ki ammi ko bhi doon gi…per bachi hi nahi…itni demand ho gaye thi..
…
lu bhala… mae kio yaad keroon usay? mae tu tumhein jub jub dekhtii hon wo yaad aajata hai :halo: ab mera kia Qasooor?:nahnah:
Sunday ko college hota hai na
Sat ko hee free hotay hein hum is liye sat ko bulaya hai usse
tum dulhan Sun ko bun janaaa na.. aisee bhee kia jaldii ab :halo:
Garmeee…bauhat yaar…upper sai #$@%&@#$@@#$&*(^%) KESC walay…raat ko light off kerdaitay hain…poori raat kharaam…doosra din kharaab…aur zubaan bhi alag kharaab:D
kia unkil ki bhatijee ke aanay per pabandii hai ?? ![]()
lu jee 20 saal ke ho gaye ho ab bachay nahi rahay
bachii tu mae hee hoon abhii :Pretty:
mae bus beemaar hoon:hula: aap sunayee
itnii raat ko kia ker rahay ho ![]()
pehli baat tu yeh k mujh per bailan chalaya eek..sharam tu nahi aye aisi gustakhi karte howey
…
aur bemari mujhe nahi..aap logoon ko hai chota chota padhne ki..eik tu Gs ki shoba badhati hoon upar se nakhrey dekho zara telephones k..
…
aur moti???MEIN…eek…sharam tu nahi aye..khud hoon gay..motay bhi, kado bhi, baigan bhi, gobi bhi..aur sab kuch jo mota hota hai…
..
challo thakhan bhii sahii ho jai ge … ![]()
kia khaya?? mai tu abhii cooking kurnai ke tayari kur raha houn ![]()
churail aa tu gae hai, abb kis ke baat kur rahe hu :halo:
haan tum se bade nirdosh ka tu aaj tuk janam hi nahi howa..
…ab nahi yaad karna ussey aur na hi yaad dilana acha
..
…
aur dulhan banney ki jaldi mujhe nahi hai..bananey waloon ko hai..
…mein cancel nahi kar sakti na bongi..smack…
tumhari sun. ko bhi chutti hoti hai na..us se kaho k sunday ko aa jaye..ya eik kaam aur ho sakta hai next friday???..oh nahi nahi mein office mein hoti hoon..jab mein aa sakti hoon tub tum log nahi ho gay..smack…phir ab intezar k ilawa kuch nahi hosakta..intezar karo k tum logoon ki shoba kab badhaye jaye gi..8snooty*..
tell me about it,
last week I was there, so know all about the weather ![]()
bus dua kerien kul fit ho jayoon. friday ko quiz hai .. mujhe boht tension ho rahi hai ![]()
umm boiled rice with kaalay channay… mae ne tu bus chakha tha…:halo:
dosrii walii churaill na..:halo: ab kia naam luun us ka yahan
![]()
KK Mr Kamo kaka…aap ko kis ne kaha k aap per mein ne woh post maaf ki hai..
…
jo jo us mein poocha hai sab ka jawab dein acha…woh bhi ABHi..
..chalako maasi dekho zara
…
aur nahi tu kia.. tumhien mere mashoom honay per shuk hai kia? :Pretty:
mae tu tumhien khush kerne ke liye us ka naam letii hoon warna mujhe kia milta hai churail ke saamnay bhoot ka naam lene se ![]()
haan haan .. actually unhien pata hai na ke churail haathon s nikaltii ja rahii hai jabhii thikanay laga rahay hien tumhein :halo: naam kia hai waisay bechare ka :halo:
aray baba Sun ko chutii nahi hotii.. friday ko hotii hai aur Sat ko… Friday ko mera quiz hai jabhii nhai bula rahii usse friday ko… Sat ko hee ayee gee wo.. ![]()
:whistling
bilkul pabandee nahi hai yaar:D lakin Unkil:bailan:
20 saal ka tou last yr hwa tha…abb tou 21 ka hoon…me and Saleem bhai urf Daghoo .. twins hain:flower1:
beemaaar kyun ho yaar:hug: kya ho gaya???
itni raat ko yaar hai hi nahi na kuch kernay ko tou idher aagaya…in nice nice ppl:D
zara last page ke last post dekho … reply kia tu hai chalako massi… ![]()
oh yaad aaya bhool gaen houn ge phir sai…
:whistling Dorie ![]()
shuk nahi hai…yaqeen hai k tum masoom na ho na ho sakti hoo..chalako maasi..
..
aur bibi tum khush na kia karo mujhe acha…auar agr karna hi hai tu US ka naam leine k bajaye UN ka ley liya karo..phir khush ho jaoun gi…us ka sunne se khush nahi krodhit hoti hoon mein..
..
aur jahill..tumhey kia lagta hai asal mein hum dulhan ban kar kissi ki shoba badha rahey hain…
…haye rey aye kash k yeh sach hota..bummer…per aisi koi baat nahi hai abhi teary1..eik show mein dulhan banney ki practice kar rahi hoon..takey US din koi ghalti na ho…;)…
aur agar fri. ko quiz hai..tu tumhara kia kaam wahan..dekho beta woh samajhdaroon k liye hoti hai..tum kyun aqalmundon ko badnam karne per tulli ho..:bummer..
ho jao ge sahe… aor quiz bhii acha ho jai ga Insha Allah, bas aram karoo achii tarah aor medicine lailaina time pur…
boiled rice with channay … ![]()
dosrii ka naheen patta, tumhain ziada pata hona chahiyai na? tum jab su kur uthein thein tu kia kur rahe thee wo? abhii bhai kai computer sai aa jai awaz laga kur bulla lo na Vivo ko bhhii .. :halo:
unkil na kehne se aap ab chootay tu nai ho sakte na ![]()
hain?
Daagho uncle 21 yrs ke hain kia?![]()
bus bukhar.. gala kharab… aur phir raat ko naha ker AC on ker ke soonay se jism mein durd :halo:
tu ja ker ssu jaiyen na…
warna auntyy ne dekh liya tu dant per jaye gee ![]()
Rabooooooo ye mai kia sunn raha houn … ![]()