Rabiaaaaaaaaaa
![]()
Daaaaaaaagho uncle
![]()
Rabiaaaaaaaaaa
![]()
Daaaaaaaagho uncle
![]()
w’salamzzzzzzzzz jeete raho, khush raho, abaad rahi :halo:
aur aisa kya ho gaya ??? jo itne blush kar rahe ho and khush bhi kaafi ho
ab tum hi bata do humare paas sochne ka waqt nahi hai…waise guess ki hi baat hai to ya to aapke office mein off hoga yeh week ya woh dulhan banne ka program phir ho gaya hoga ![]()
aur humare haal chaal ekdum theek hai Allah ka shukar hai badha…
aur replies kab aayege ![]()
![]()
hello shello achchi bachii ![]()
kaise ho??? kahan ho??? kya kar rahe ho??? kahan the itne der???
bewafaa hello shelloooo…hug…kaisi ho churailii…
…aur jo tum ne UDHER poocha hai na us ka sawal yahan sun loon..wahan ja kar susti ho jati hai mujhe..phir reply nahi hota..
…vade log vadi baatein snotoy…Sat. ko mein bilkulllllll free nahi hoon..Sat ko hi tu WOH din hai..jab WOH ho ga
…wiase kyun?..Sat ko kia karne wali thi tum bummer…Sunday free hoon gi shayad…tum pehle batao kia panga hai..bailan
Mr.Bongay hum khush bhi hain, jee bhi rahey hain..aur abad bhi hain mashallah mashallah se…aap k kehne ki koi zaroorat nahi hai…
…
aur aap k paas soochne ka WAQT ho bhi tu faida kia hai… us waqt ne bhi zaya hi hona hai :halo:…
waise wah rey meri sohbat mein kafi samajhdar ho gaye hain…pata hai..aaj jab mein office mein thi..tu ammi ka phone aya k aunty ka phone aya hai k tum dulhan ban rahi ho..blush…aunty ne khaas tor per kaha hai k nahi nahi rabia dulhan hai..blush…aur eik aur extra cheez phir add ho gaye..
..aur aaj jana bhi tha hum ne..aaj pehli dafa zindagi mein main waqt se ghunta pehle tayyar ho kar beithi thi aur prog. cancel ho gaya mad…bailan…phir aunty se baat howi.,.ab yeh decide howa hai k kal woh mujhe office se hi lein gi phior jayein gay hum Final rehearsal per…blush…aunty ne kaha hai k rabia k liye dulhan wala dress bhi ho chuka hai…
…
kitni cute khabar hai na…blush.
heheh dekha humein sab pata chal jaata hai ki kya baat ho sakti hai…ab humara promotion ho gaya hai and hum Antaryaami ho gayi hai :halo:
oh achcha yeh wahi special wali aunty hai ???
kaafi meherbaan hai tumpar
hmmm so kal final rehearsal hai to show kab hai?
aur dress unhone choose kiya hua hai ya tumne choose kiya? agar tumne kiya hai to kaunse colour ka hai and agar unhone kiya hai to bhi bata do ki kaunse color ka hai ![]()
smack to kisne kaha tha tumko ke 1 hour pehle se hi tayar hokar baith jaaye…pehle pooch to lete ki program hai bhi ya nahi …
aap aur antaryaami…aisi gustakhi antaryamiyon k saath..khamakha hum miskeenon per aise bhayanak ilzam na lagaye..
…
aur nahi nahi..yeh WOH special aunty nahihain…smack..per yeh bhi special hoti ja rahi hain..mashallah mashallah.. mera bohat khiyal rakhti hain..
.. hamesha meri chinta rehti hai unhey…choo chweet na…(blush…jab woh kabhi kissi ladki ko pick karne jati hain rehearsals k liye..tu unhey hum apni company se navazte hain..
…takey safar ki aur un ki shoba aur badh jaye…snotoy…
aur show Sat. ko hai na..batay tu tha bhulakad
..dekha isse kehte hain sach chupaye nahi chupta..abhi antaryaami banney ki koshsih kar rahey they…forun haqeeqat samne aa gaye…
aur mera dress bhi unhi aunty ne choose kia hai..blush..n im sure acha hoga…un ki choice bhi achi hai..mein ne un se kaha tha k wohi mere liye kar lein/…pehle eik aur namooni dresses ley kar aye thi jo hum ne show per pehene they..tobah astgafra sooch kar haul uth rahey hain woh pehena padta tu kia hota…eek…per phi hum ne un aunty se kaha k woh kapde select karein…aur jab kapde aye..tu mujh se kaha apni marzi se select kar lo jo bhi karna hai…blush…abhi mujhe yeh nahi pata k dulhan wale kapde kaise hain…per unho ne select kiuye hain achey hhoon gay inshallah blush…
aur prog. pakka ho gaya tha k aaj rehearsal hai…mein ne office se bhi jaldi chutti ley li is chakkar mein..sab mein ailan kar diya mein ja rhaihoon practice k liye..is liye jaldi chali jaoun gi..aa kar jaldi jaldi nahaye ..phir poorrriiiiii tayyar h okar beith gaye..lipstick tuk laga li thi..smack…
![]()
runs
abhi mein aap ka hi poochne wali thi…issey kehte hain think of the devil n the devil arrives…
…
pehle tu hello shello aur salam salam
..aur hal chal ko tu choro..woh tu mein nahi pooch rahi..khamakha umeedon per pani phir jata hai…aur mein kyun yaad kar rahi thi..i mean yaad nahi…:halo:..awayeen bhayanak khiyal kyun aya tha woh mein abhi nahi thodi deir mein bataoun gi…pehle kuch NOTE karne dein mujhe..agar aaj bhi WOH howa jis per lecture deina hai…tu phir dekhna kia hashr hota hai
..
…
nahi bataya tha tumne kabhi bhi ki Sat ko hai show ![]()
ohhhh okie okie to yeh doosri wali auntiji hai…hmmm theek hai ti kal hogi na final rehearsal to kal to pata chal hi jayega ki kaunsa dress hai tumhara ![]()
hhehehehehehe itne ready ho gaye the ki lipstick bhi laga li thi…tab to bura lagega hi…to phir kya kiya? kabhi bahar gaye bhi ya waise hi tayar hokar gupshup ho rahi hai :halo:
hmmm so what else happening?
mein to bore ho gaya aaj poora din office mein…bas kaam kaam aur kaam
aur hari dressers se appointment bhi aaj hi ka tha smack so wahan bhi jaana padha…abhi khana bhi banana hai
tum kya banaoge aaj?
challo heelo shello… challo achi baat hai kabhii kabhii tun=mhain naik khayalat bhii aa he jattai hain
aor sunnao kia haal hai? job kaise chall rahe hai??? gaen thein office aaj? kia kia kiyaa? sara din batain he karte ho ge wahan pur bhii aor clients ko bhii 10 10 pages kai letters bhaijte houn ge:smack:
khair hum tu khairiat se hain aor battaon ga bhii kai khairiat se houn bhallai issi ke umeedoun pur kinta he pani bah jai … ![]()
aaj tu sara din ghar pur he thaa, aram se subh 12:00 bajai so kur utha, ye alag baat hai kai subh 7 bajai soya tha … ![]()
waise kitne dair kai lia aaye ho?? abhii ho na? wwasie ahgar ja rahee ho tu koe baat naheen, mujhai koe farq naheen pardai ga … mai jab takk freezer mai sai chicken nikal kur aaya .. abhii dinner ke tayari kurne hai aor pakana hai sara khana … hu gae sazaa shuru mere … crying
bataya tha acha…aur bohat dafa bataya tha k 29th ko show hai…
…hisab k bade kachey ho tum..(kaun si film ka dfialogue hai bolo bolo tell tell bailan)..
kal pata nahi dresses dikhayein gay ya nahi…shayad ussi din dikhayein gay…:S…aur kal sari ladkiyan nahi hoon gi..,woh woh hoon gi jin jin ko aunty ne choose kia hai…
.jo jaldi pick kar leyti hain..ab hum apne munh se kia tareef karein apni..
… mocking…
haan na full tayyar ho gaye thi..bus shukar hai k joti nahi pehi thi.. warna tu kia hota yeh tu hum bhi nahi jante:mad:..mein neechey jab aye tu ammi aur mera bhai pooch rahey they k tum kahan ja rahi ho…:halo:…mein ne kaha lo..khud hi ne tu samachar diye they k wahan jana hai rehearsal per..ammi ne kaha abhi tu 1 ghunta hai poora..smack..actualyl woh aunty mujhe pick karne aa rahi thenblush..tu ammi ne kaha woh ane se pehle phone karein gi..mein ne kaha acha hai na tayyar ho kar beith ti hon takey tensionna ho tayyar hone ki..aur phir tayyar shyarr ho kar chai shai pee rahi thi tu phone aya woh bhayanak wala ..k aaj cancel ho gaya hai..mad..itna bada ghussa cheda mujhe…yeh sun kar ammi ko hasi aa gaye..aunty ne poocha kia howa..tu ammi ne batayua k yeh pagal poori tayyar ho kar beithi thi..mein ne kaha yehpagal panti nahi aqalmundi hai snooty..i mean THI..bailan..phir aunty ko bura laga aur phir unho ne mujh se baat ki aur kaha k sorry aaj cancel ho gaya hai kuch ladkiyan nahi aa rahi theen..itne pyar se samajhaya k sara ghussa khutum ho gaya
…jahan mein kam karti hoon na…waheen per aunty rehti hain kahin..jo yahan se kafdi dor hai jahan mein rehti hoon..tu mein ne kaha k aunty aap aisa kari ga k kal mujhe office se ley li ga..aap k liye bhi asani hogi…kehti hain haan yeh theek hai…mein ne kaha aap ko itni door nahi ana pade ga..tu phir unho ne mera no. wageria ley lioya..k kal ka bataye gi..ab dekho kia hota hai..8smack*..
i know post bohat lambi ho gaye hai..per katha abhi bhi khutum nahi howi hai…
…per chalo main cheez tu bata di na…ab padhein beith kar..
aur khane mein main kuch nahi bana rahi ..ammi bana rahi hain…dal chawal aur shami kebab..ohhhhhhhhhhhhhhhhhh eek..mein ne tu dal dekhni thi…haye rey..gaye dall..dal jal gaye ho gi smack..sabr sabr…smack…aa kar eik baat batani hai yaad dila deina bhualakad..bailan…
kabhi kabhi naik nahi..kabhi kabhi bhayanak khiyal aa jatey hain..isi liye bade buzurg yani aap k hum omer :halo: kehte hain k ayat ul kursi aur duayein padh kar rakha karo..takey bure khiyalat na ayein…per kuch buri aatmaoun ko chain nahi hota na …hoonh…
aur hal chal tu Bilkul theek thaak hai..balkey theek se bhi zyada theek …aur yeh kyun hai..agar himmat hai tu jo pichli posts mein katha likhi hai padh lo…agar dobara mood ka mood bana tu shayad hum dobara kehne ka kasht karein gay.,.
…oh haan balkey agar sunna hai tu eik shart per..
aur woh yeh k Kal jo jo kehne wale they kahein pehle..phir mein yeh katha sunaoun gi…hoonh..manzoor? hoonh…
aur aaj hum office bhi gaye they aur bohat kaam bhi tha..smack..aur aaj tu waqayee bohat baatein bhi ki theen..tub hi kaam nahi khutum ho raha tha..8smack*…eik aur Solicitor k bhai ka viah ha sat ko..tu woh us ki katha suna rahi thi aur sat ko jo mera hai mein us ki katha suna rahi thi…blush…
aur haan filhal tu hoon..aur ab tu na kahin ja rahi hoon na jane doon gi..jab tuk mere sare sawalon ka jawab nahi mil jata…
..is liye zyada shanpati karni ki zaroorat nako hai..jo kal ki thi…hoonh..
woh Devdas movie ka hai jab woh hisaab bataati hai kitne saal, kitne maheene, kitne din, kitne hours, kitne minutes… tumhi ne poocha tha yeh 2 baar pehle and dono baar mujhe yaad nahi tha but ab yaad haai smack
yeh kaise kapde hai ki trial bhi nahi hoge…agar chote ya badhe ho gaye to 29th ko ??? ya may be agar kisi ko pasand na aaye to…kya tabhi replace kar denge ???
ohhhhh achcha itni badhi story hai…hmmm to kal kya poore tayar ho kar office jaoge ?
office wale kahenge ki kya shaadi mein aaye ho??? heheh waise haan baat to logical hai agar aunty wahi rehte hai to wahi se pick kare..waise yeh hall jahan practice ho rahi hai woh kaha hai? office ke paas ya ghar ke paas halo
hehehe kya hua ? gayi daal??? wiase kal na meine mum se recipe li thi kabab banane ki…office mein hi poora process likh liya tha then keema lene gaya to keema hi nahi smack dil ke armaan aansuon mein beh gaye
phir chicken se hi kaam chalana padha…ab weekend par banayege kabab…but yeh shaami kabab nahi aate banana
mein to kabab ki gravy banana seekha hai…
theek hai wapas aa jaao to bata dena…pooch loonga kya baat thi ek aur wali bhi halo
[QUOTE]
*Originally posted by rabiaa: *
kabhi kabhi naik nahi..kabhi kabhi bhayanak khiyal aa jatey hain..isi liye bade buzurg yani aap k hum omer :h alo: kehte hain k ayat ul kursi aur duayein padh kar rakha karo..takey bure khiyalat na ayein...per kuch buri aatmaoun ko chain nahi hota na ...hoonh...
aur hal chal tu Bilkul theek thaak hai..balkey theek se bhi zyada theek ...aur yeh kyun hai..agar himmat hai tu jo pichli posts mein katha likhi hai padh lo...agar dobara mood ka mood bana tu shayad hum dobara kehne ka kasht karein gay.,.:sno oty:...oh haan balkey agar sunna hai tu eik shart per..:- | aur woh yeh k Kal jo jo kehne wale they kahein pehle..phir mein yeh katha sunaoun gi...hoonh..manzoor? hoonh...
aur aaj hum office bhi gaye they aur bohat kaam bhi tha..smack..aur aaj tu waqayee bohat baatein bhi ki theen..tub hi kaam nahi khutum ho raha tha..8smack*...eik aur Solicitor k bhai ka viah ha sat ko..tu woh us ki katha suna rahi thi aur sat ko jo mera hai mein us ki katha suna rahi thi...blush...
aur haan filhal tu hoon..aur ab tu na kahin ja rahi hoon na jane doon gi..jab tuk mere sare sawalon ka jawab nahi mil jata...:ho onh:..is liye zyada shanpati karni ki zaroorat nako hai..jo kal ki thi...hoonh..
[/QUOTE]
ooh aik aor bichara kaam sai gia.. biwi ko piyara hoonai walla hai yanii .. smack
aor kal kekab ke baat kur rahee ho?? Dorie kaheen phir tu naheen bhool gaen... kal tu tum online he naheein hoen thein??? kaheen ye kissi aor kai reply mai tu naheen likhna tha??? aor agar mujh sai he keh rahe ho tu kia baat hai?? yaad dillao... patta hai na burdhapai mai yadasht kharab ho jate hai.. bhool gia houn ga abb tak tu?? waise abb tu mujhai yai bhii yaad naheen lunch mai kia khaya tha:(
han han abhii kjahen naheen ja rah amai bhii itnii aram sai naheen jaon ga... :p
aor han bas yaad dilate rehna sarai sawal try karoun ga agar kuch yaad aa gia tu ..
iss weekend pur tu hum MAin hoon na dekhnai gai thai, khair ye tu tumhai patta chal he chukka ho ga.. abb iss weekend pur dekho kia kurtai hain... tumhara kia plan hai... oh yaad aaya.. tum tu shaid shadi mai jao ge
oh shuakr hai k yaad hai is bar..warna tu todi nako podi nako bhugo
todi nako karna tha mein ne…
..*(yeh kaun si film ka dialogue hai bolo bolo tell tell..mocking)
woh jo Aunty log hain na …bohat shani samajhti hain apne aap ko :halo:..sivaye UN aunty k blush…woh log ladkiyon ko dekh dekh kar hisab laga rahe they kaun sa kis ko fit aye ga…halo…mein ne kaha bhi aunty yeh kia baat howi.. pehle try tu karne dein…k atey bhi hain ya nahi..smack…kehti hain haan yeh bhi sahi hai..phir jab try karne ki bari aye tu phir idea change kar diya..mad…eik tu yeh jo aunties hoti hain na..apne aap ko waqayee aunty samajhti hain…hoonh…eik suit tha jo eik ladki ko dekh kar kaha haan issey aa jayega..jab us ne pehna..tu itnaa phasa howa tha k mein ne us se poocha tumhey sans tu aa rahi hai na is mein :halo:…mein ne kaha forun utaro 1 min agar aur pehna tu kapde k bajaye dhaga ban jaye ga poora suit..utaro bailan.. ab dkeo us din kia pehnte hain aur kaise pehente hain halo…sahi ki models lagein gi hum log..halo…bus museum mein rakhne ki kami ho gi..:halo:..
aur nahi nahi poori tayyar ho kjar kyun jaoun gi office smack..kal bhi rehearsal hai..tu tu kuch bhi pehen sakti hoon..waise hi jaoun gi jaise jati hoon..hamey zyada banney thanney ki zaroorat nai hai..natural beauty kafi hai..mashallah mashallah se snooty…
aur jis hall mein show hai woh office k paas hai..phir bhi thoda door hai wahan se..lekin ghur se bohat door hai…we hv to get there by 2 pm..phir practice karein gay..phir tayyar shyyar hoon gay phir ja kar show shoro ho ga..halo…
aur dal bach gaye ..shukar hai..aur haann woh jo baat batani thi..poocho poocho
…
![]()
haan pata hai woh dialogue Hum Dil De…movie ka hai halo kaise baar dekhi hai almost poori yaad hai movie :-p
heheheh waise yeh show hai kya cheez ? koi desi fashion show types hai? ya koi company ka show hai ya kya hai?
haan atleast ek baar to try karne dena chahiye the tumko dress smack
hahahah chalo achcha hua daal bach gayi otherwise saare ghar waale tumhe hi khaa jaate dinner par devil waise humare ghar bhi daal hi ban rahi hai…but Aparna bana rahi hai ![]()
haan to batao batao kya baat hai???
Salamzzzzzzzzzzzzzzz Twin ![]()
kaise mizaj?
kahan rehte ho aajkal???
hain?? kaun gaya kaam se??kaun bewi ko pyara hone wala hai?
…kia bola hai yeh aap ne..kaun si bongi mari hai…smack..
aur mein dorie nahi hoon aap hain Dorey..
..kal baat howi thi hamari..nahi hang on..haan na kal hi thi..nahi nahi…kab howi thi?? woh jo howi thi..raat ko..bohat raat ho gaye thi jab?? sare bhoot preet bahir nikley howey they..aap bhio they, Mr Bongay bhi they Mahenon bhi thi…munna bhi aa gaya tha..aur etc etc..kuch yaad aya.nahi bhi aya tu yaad layein wapis..warna asal mein yaadasht ghuma doon gi..
..jab aap ne kajha tha k kuch yaad aya hai aap ko..kia yaad aya tha..bolo bolo tell tell..bailan…
aur Woh Hain Na ki tu yaad bhi mut dilaye mujhe..pocho poocho kia howa tha?
..khair na bhi poochon tu bhi mein bataoun gi..rehmd il jo hoon snooty..woh na us din hum log WOh Hain Na dekhne ja rahey they na..teary..papa ka us din koi match tha aur sare ladkon ka bhi tha..tu woh hamey deir se nahi chor sakte they…mad..is liye hum ne soocha ka jaldi hi chaley jaye..papa ne kaha bhi k rabia pphone kar k pata kar lo timing ka..per Rabia baat man leyti tu us ki tu shan mein gustakhi ho jati na
… hum Sat city 4 baje puhuhnch gaye..aur pata chala k show 7:30 hai..mad*..aur phir 8 baje hai
@..itna ghussa cheda..phir Un k darshan kiye aur karaye begair wapis aa gaye..haye rey judaai..ab dkeho kab jayein gay..teary1..
aur kis ki shaid kaun si shadi??..mein kahan ja rahi hoon..smack…kis baat ka itna gehra asar howa hai aap per..jo pata nahi kia kia bol rahe hain..dekhain bade miyan shadi ka itna hi junoon ched raha hai tu bataye..hum aunty se baat vaat karne k bare mein dekhin gay soochein gay aur ho sakta hai kal parson tuk kuch keh bhi dein…snooty…bus kissi bechari ko dhoondna pade ga..kissi aisi ko jis mein aap ko bhugatne ki himmat ho..teary
tring tring… ![]()
kia hal chall hain je