kaise ho chotuu?
![]()
[QUOTE]
*Originally posted by HeArT HaCKeR: *
:whistling
[/QUOTE]
Larki tumharay muu kay under say makheyah nekal rahe hai .
jee nahi jee
ayween mein..
![]()
hum aa gaye hai wapas logoun ![]()
but kab tak ke liye …yeh nahi pata ![]()
Daaaagho uncle ![]()
abhii nahi jana ![]()
kul bhee baat nahi hoee ![]()
:whistling
i know bachii ![]()
hmmm so kya kar rahe ho???
kaise ho???kya chal raha hai?
fine shine hon aur GS hee chal raha hai saath mein kaantay movie k songs sun rahi hoon:hula:
ap sunaye… kia ho raha hai.. kul dekh lee movie ap ne:hoonh:
Kamouncle: ![]()
HHH ![]()
kia haal hai? lunch kur lia?? kia khaya?? mera hissa kahan hai???
Daagh ![]()
oh achcha…sahi aish chal rahi hai tumhari to ![]()
hmmm aur kuch nahi ho raha hai bas kaam hi kaam…aur Friday bhi nahi aaya tha so aaj kuch zyada hi hai kaam ![]()
haan dekh hi li kal movie humne…tum to aayi hi nahi
![]()
bas tum apna sahi waqt khatam samjho
p.s. ![]()
yeahh ker liya hai
aur murgh cholay khaaye thay aur lussi pee
aur ap ka hissa bhee kha gayee bhook jo lagii thee:mocking:
sahee waqt khattam samjhoun .. ya behter waqt aanai walla hai samjhoun … ![]()
^ 200
lol aish kahan shaam ko uthh ker ab parhna hai homework kerna hai quiz ki tyaari kernii hai
uffff pata nahi kaise ho ga sub ![]()
yea yea.. ap ne jaise mujhe bulaya tha na movie dekhne k liye ![]()
aur kitnii company dee kamo uncle ko ap ne:halo:???
ab yeh to waqt hi batayega ki yeh sahi hai ya woh jo aane wala hai woh better hai
hee haa haa haa haa
wah lusse bhe pee… mujhai bhe pena hai, kaheen sai bhii la kur du abb…
kal hum nai film dekhe … Main hoon na … aa jatein tumm bhii.
![]()
Mujhai poore report chahiyai.. ![]()
haan na mujhe itnii pyaas lagtii hai is liye ![]()
shaid aik glass bacha hai… ja ker dekh lein kitchen mein:snooty: ![]()
uffff… ticket shicket bejh dete kanjosssss:smash:
ohhhhhhhhh itna saara kaam and tum araam se GS kar rahi ho…wah wah fikar karne ka badhiya idea hai :halo:
haan bulaya tha movie ke liye…isi thread mein post kiya tha message ![]()
aur mere khud ke paas company nahi hai KK ko kya khaak doonga :halo:
kitchen ka rasta tu batta du … ![]()
ticket tu khareed le thee hum nai … zaya ho gai tum jo ayen hein naheen ![]()