haan bohat acha song hai ye ![]()
ho kuch nahi ho raha.. aap sunaaien ![]()
haan bohat acha song hai ye ![]()
ho kuch nahi ho raha.. aap sunaaien ![]()
yhan bhii kuch bahii ho raha, bas 4:00 bajnai ka wait kur raha houn… we are going for movie and dinner out tonight … ![]()
wow, koun sa movie deikhein geyy?? mutlub aaj ravii aysh likhta hai ![]()
shobii bohat acha song hai :k:
[QUOTE]
Originally posted by ** Vivacious ***: *
wow, koun sa movie deikhein geyy?? mutlub aaj ravii aysh likhta hai : D
shobii bohat acha song hai : k:
[/QUOTE]
main hoon na.... :) ravi tu aaj aysh he aysh likhta hai :D
DIL Daraknay naa Sabab Yaad Ayaaaa…
DIL Daraknay naa Sabab Yaad Ayaaaa…
wo tere yaad thee… aab yaad aayaa…
DIL Daraknay naa Sabab Yaad Ayaaaa…
Dil ka Sabab yaad aayaa …
Dil ka Sabab yaad aayaa …
haal dil hum bhi sunatayyyyyy lakinnnnnnn…
haal dil hum bhi sunatayyyyyy
Jab wo rukhsat hoaa..tab yaad ayaaa…
Jab wo rukhsat hoaa..tab yaad ayaaa…
wo tere yaad thee… aab yaad aayaa…
DIL Daraknay naa Sabab Yaad Ayaaaa
Dil ka Sabab yaad aayaa …
Dil ka Sabab yaad aayaa ..
*
wow
mujhey bhi daikhni hai ![]()
mein namaz parh ker aati hoon ![]()
![]()
ye ghazal kahan se maari? ![]()
aur mujhey kuch songs download kerney hain, kahan se keroon?
aik jagah say mari hai ![]()
kon say songs chayain.. mujhay bata doo?? shayad hon mere pass!! wasay yeh bohat complicated ways hain.. download karnay ke.. specially pakistani …hindi songs ke to bohat jagah hain!!
[QUOTE]
*Originally posted by shoaib akhter: *
aik jagah say mari hai :D
kon say songs chayain.. mujhay bata doo?? shayad hon mere pass!! wasay yeh bohat complicated ways hain.. download karnay ke.. specially pakistani ....hindi songs ke to bohat jagah hain!!
[/QUOTE]
jagah ka naam baatao :p
boaht se chahiye.. aur hindi songs download kerney hain, movies k.. coolgoose per bhi daikha tha, lakin wahan se nahi hvoey.. dobara try keroon gi..
[QUOTE]
Originally posted by ** Vivacious ***: *
jagah ka naam baatao :p
boaht se chahiye.. aur hindi songs download kerney hain, movies k.. coolgoose per bhi daikha tha, lakin wahan se nahi hvoey.. dobara try keroon gi..
[/QUOTE]
gg network hai jagah ka naam :D
DC++ par :p
acha kazaa say try karoo.. wahan say mil jayian gay... or ya search engine par hindi mp3 songs type karoo... bohat sari sites aayain gee... yaar main Pakistani songs GG say karta hoon..or hindi songs to apnay store par he hotay .. to kabhi download karnay ke zarrorat nahin paish aaye.... try karoo.. !!
ok ker loon gi try ![]()
okay ab chalta hoon… Tc and AllahHafiz ![]()
itni juldi kiyon? ![]()
[QUOTE]
Originally posted by ** Vivacious ***: *
itni juldi kiyon? :(
[/QUOTE]
juldi kahan hain almost 2 hr ho gaye hai
[QUOTE]
*Originally posted by shoaib akhter: *
juldi kahan hain almost 2 hr ho gaye hai
[/QUOTE]
mujhey pata hee nahi chala thaa..
chalo kal aoon gaa…AllahHafiz ![]()
![]()
aaj movie kaun kaun chalega ??? Main Hoon Na
Movie ke baad dinner ka program bhi hai … we will be going to Pizza Hut may be ![]()
so aa jaaye saare
wo to dekh bhi lee ![]()
Pizza hut ka pizzaa kha kha kar dil bhar gaya yar… ![]()
![]()
oh to tumne dekh bhi li…
yaar isi liye hum Pizza Hut month mein ek baar hi jaate hai
most of the time we go to authentic italian pizza joint La La Pizza ![]()
daagho bahi, mujhey zaroor leyy ker jaaien.. ![]()