suno mere dil ki sada
vivo .. kya haal hain.. tum nay bola tha kay subha aana or main aagaya.. bohat neend aa rahi hai yar ![]()
suno mere dil ki sada
vivo .. kya haal hain.. tum nay bola tha kay subha aana or main aagaya.. bohat neend aa rahi hai yar ![]()
mujhey nahi sunaaii deyy rahi :halo:
mein theek hoon, aap sunaoo..
ager ziyada hi neend aa rahi hai tou soo jaien jaa ker ![]()
![]()
aghhhhhhhhhhhhhhhh .. ![]()
theek hoon.. aaj mere weather bilkul dry but cool hai ![]()
yaar 8:15 ho rahay hain
subha subha uthaa diya ![]()
raat ko 2:00 bajay soya thaa… drama dekh raha thaa ![]()
:halo:
wow, acha weather hai wahan perr :k: aur yahan per tou bohat garmi hai:smack:
bola tou hai k jaa ker soo jaien
![]()
mein bhi raat ko 3:00 bajey k kareeb sooyi thee, ammi aayien theen na tou baatien ker rahey thay..
![]()
yahan ka weather nahin.. mere apna khud ka weather
.. kuch samajh aaya ![]()
nahin ab neend nahin aa rahi.. ![]()
acha app ke ammi aa gayeen.. inti jaldi
to phir mazaa aaya ho gaaaa ![]()
oh acha mein ghalat samjhi
lakin ab samajh gaye ![]()
nahi nahi, ager neend aa rahi hai tou aap chalien jaaien shooq se :halo:
itni juldi kahan
35 days baad aayi hain, ye kiya kum hotey hain ![]()
haan maza bohat aaya ![]()
… :rotato: …:whistling
aayee aayee.. kiya haal chaal hai janab? :rotato:
app bohat HOSHIAAR ho ![]()
yaar main to har rooz kishi kay intezar main 8:00 bajay uthta hoon .. kay shayad wo aa jaye..lakin wo 9:15 kay baad he aati hain ![]()
![]()
haan 35 days kum nahin hotay.. is sa undaza to mujhay bhi hai ![]()
thealkh thakh, adha ghunta pehlai ghar puhncha houn
abhi posts check kur raha houn
aor saath mai tea ![]()
every 1
acha ab mazak na uraaieyn
gahlti ho gaye na, juldi main aisa hi parha jata hai.. ![]()
tou jub aap ko maloom hai k woh 9:15 k baad aati hai, tou aap bhi 9:15 k baad aaya kerian :halo:
baita, ab ager yawn kiya tou daikhna ![]()
![]()
aww,
haan aap ko tou khoob hi andaza hoga ![]()
Kamo uncle ![]()
how are you ?![]()
![]()
Hey everyone :D
tubelight bhateje …
mai theakh thaakh ![]()
kia ho raha hai?? baqe LOG kahan hain aaj.. :halo: breakfast kur rahai houn gai .. ![]()
hey motay :halo:
SKN ![]()
aur aatey hi GS ![]()
Ali z ![]()
khud hon ge bulb ![]()
kuch nahi bus songs sun rahii hon
merii logo se aaj baat nahi hoee haan kul hoee thee:hula:
han na, computer ONLINE he tha jab se mai gia tha
dekh kur sabar he nahen huwa ![]()
abb ja raha houn unpakcking kurnai, aor kuch cooking kurnai ![]()
han na bulb tu mai houn wo bhe 1000W ka :halo:
oh acha, phir baat hoe thee .. :halo: mujh se tu kabhi naheen kurte ho ![]()