Janwar
May 21, 2004, 10:21pm
36742
yaar cigrate nahi peeyo0 plzz poora thread dhoowa dhoowa ho raha hai.
Daagh
May 21, 2004, 10:22pm
36743
hehe
kya karoon yaar mera dost nahi hai to uske yaad mein sutta laga raha hoon imaginary…kal asli wala piyoga
p.s. how are you doing?
Daagh
May 21, 2004, 10:24pm
36745
heyyyyyyyyyyyyyyyyy bachii
itni raat tak jaag rahe ho? :o
chalo so jaao abhi isi waqt
*Originally posted by Daagh: *
heyyyyyyyyyyyyyyyyy bachii
itni raat tak jaag rahe ho? : o
chalo so jaao abhi isi waqt
how are you daagho uncle aaj tu baat he nahi hoee ap se
haan na mama aa rahi hai Pak se is liye jaag rahi hoon:hula:
Janwar
May 21, 2004, 10:28pm
36747
im fine lash pash … yaar kal paper denay jana hai aik doost ka… Dua karo us ka paper set kar kay aoo mai .tension ho rahe hai … pani melay ga kiya ?
Daagh
May 21, 2004, 10:32pm
36748
*Originally posted by HeArT HaCKeR: *
how are you daagho uncle aaj tu baat he nahi hoee ap se
haan na mama aa rahi hai Pak se is liye jaag rahi hoon:hula:
haan na jab mein aaya to tum gayab
hmm so whens aunty coming? and mere liye koi larki laaye pak se
Daagh
May 21, 2004, 10:34pm
36749
yaar yeh galat kaam hai and is liye dua karne mein bhi sharam aa rahi hai
apne dost se hi kaho ki woh dua kare
haan paani kya juice milega
*Originally posted by Daagh: *
haan na jab mein aaya to tum gayab : (
hmm so whens aunty coming? and mere liye koi larki laaye pak se :hula
mera net aaj boht pagal hoya howa tha:bummer:
abhii 12:50 ki flight hai lekin Mama ne call kia ke abhii tuk samaan nahi aaya:bummer: 2 baj jayien ge aatay aatay:bummer:
ye tu jub ayien gee tub hee poch ke bataoun gi:p
Janwar
May 21, 2004, 10:36pm
36751
*Originally posted by Daagh: *
yaar yeh galat kaam hai and is liye dua karne mein bhi sharam aa rahi hai
apne dost se hi kaho ki woh dua kare
haan paani kya juice milega
yaar woh bhi day ga paper … 2 papers hai tum nahi sumjho gay yaar… aik hai ISLAMIYAT ka or aik hai electo eng. ka .. so woh ISLAMIYAT ka day gay or mujh ko electro eng ka dena hai…coz ISLAMIYAT walay papar mai woh sahab ghar par soo rahay tha… so dono sath he day ga beth kar and thanx for ur juice yaar… koun sa tha …
Daagh
May 21, 2004, 10:38pm
36752
*Originally posted by HeArT HaCKeR: *
mera net aaj boht pagal hoya howa tha:bummer :
abhii 12:50 ki flight hai lekin Mama ne call kia ke abhii tuk samaan nahi aaya:bummer: 2 baj jayien ge aatay aatay:bummer:
ye tu jub ayien gee tub hee poch ke bataoun gi:p
tumhara net bhi tumhari tarah ho gaya hai
ohhhhhhh achcah to in few minutes auntiji aa jayege
mujhe sab se pehle bataana ki mere liye kya laaye
Daagh
May 21, 2004, 10:39pm
36753
*Originally posted by Janwar: *
yaar woh bhi day ga paper … 2 papers hai tum nahi sumjho gay yaar… aik hai ISLAMIYAT ka or aik hai electo eng. ka .. so woh ISLAMIYAT ka day gay or mujh ko electro eng ka dena hai…coz ISLAMIYAT walay papar mai woh sahab ghar par soo rahay tha… so dono sath he day ga beth kar and thanx for ur juice yaar… koun sa tha …
badha hi complex maamla hai
hmm it was orange juice
*Originally posted by Daagh: *
tumhara net bhi tumhari tarah ho gaya hai : p
ohhhhhhh achcah to in few minutes auntiji aa jayege : D
mujhe sab se pehle bataana ki mere liye kya laaye : D
jee nahi jee:snooty:
few minutes nahi adha ghanta tu lagay ga
lol sure sure ap ke liye waisay mithaai hee ho gee
larkii tu honay se rhaii
Janwar
May 21, 2004, 10:43pm
36756
complex nahi jaani ghanchakar wala … or yaar apple juice hai kiya ?
Daagh
May 21, 2004, 10:45pm
36757
*Originally posted by HeArT HaCKeR: *
jee nahi jee:snooty :
few minutes nahi adha ghanta tu lagay ga :bummer :
lol sure sure ap ke liye waisay mithaai ****haai hee ho gee
larkii tu honay se rhaii
kyon kya bas mithai hi aayi hoge
dekhna auntiji se poochna koi foto shoto hoge na
**Koyal jeeeeeeeeeeee: ** :nono: siti aur aap
*Originally posted by Daagh: *
kyon kya bas mithai hi aayi hoge
dekhna auntiji se poochna koi foto shoto hoge na
**Koyal jeeeeeeeeeeee: ** :nono: siti aur aap
ap ne kuch mangwaya hee nai tha.. ab Mama larkii ko suit case mien daal ker lanay se raheen:bummer:
lol agr hoee tu send ker doun gi
Daagh
May 21, 2004, 10:48pm
36759
*Originally posted by HeArT HaCKeR: *
ap ne kuch mangwaya hee nai tha.. ab Mama larkii ko suit case mien daal ker lanay se raheen:bummer:
lol agr hoee tu send ker doun gi
haan pata hai suitcase mein to aayi nahi hogi bandi…but am sure foto to hogi hi