*Toba Ye Sadgi
Chehray Pe Tazgi
Ye Baat Us Mein Kahan
Us Chand Ka Muqabla Kiya Hogaaaaa
Is Chand K Aagay
Woh Sari Raat Jagaye Hamein Ye Becharaaa
Sari Raat Jagay*
![]()
*Toba Ye Sadgi
Chehray Pe Tazgi
Ye Baat Us Mein Kahan
Us Chand Ka Muqabla Kiya Hogaaaaa
Is Chand K Aagay
Woh Sari Raat Jagaye Hamein Ye Becharaaa
Sari Raat Jagay*
![]()
rabooo posts zaida naheen kurte wo bass lambe lambe posts kurte hai … ![]()
aor abhi aa gae na wo tu batai ge tumhain .. ![]()
Bas Bas Itna Buhat Hai GS Ka Floor Aik Dam Chakachond Ho Gaya ![]()
wo tu mere aate hi ho gaya tha :halo:
ahmm ahmm … kia kaha, dubara kehna … :halo:
Kab Se Ye Duty Anjaam De Rahi Ho
![]()
kyoun..kuch galat keh diya kiya ![]()
patta naheen… HH se pouchTa houn .. ![]()
kiya matlab ![]()
Chakachond ka kuch bura matlab hai kiya? ![]()
kiya matlab
kiya poochna hai HH se? ![]()
chakkachond ka matlab houta hai … hmm overwhelming light … mere khayal se
HAn na pouchoun ga HH se :halo:
mere bhateji jo hai
![]()
Is Ka Koi Bura Matlab Nahi Hai Or Mein Apni Kisi Bhi Post Mein Koi Bura Word Use Nahi Karta ![]()
Chakachond Means Saaf Sutha :k:
![]()
kaise hai sab log???
![]()
smack kia aana jana laga rakha hai.. jaisai massi je ka ghar ho .. ![]()
![]()
yaar kaam mein busy hoon ![]()
jaise hi GS ki yaad aati hai aa jaata hoon ek post karne ![]()
mai bhi abhi nazar bacha kur aaya houn .. sabh neechai sitting room mai aik Ahmmm ahmm topic lai kur baithai, mai jaan bacha kur yahan aa gia ![]()
suno meray dil ki sada
… :rotato:
B Shift ![]()
![]()
sunoo.. mere ankhoon main pyar…
…
![]()
![]()
dekho mere aankhoun mai hai kiyaa… agla misra please .. :halo:
![]()
sahi hai bhai to setting ho hi gayi then :biggthumb
mubaraka
![]()
Vivo: aaj bhi awaaz theek se nahi aa rahi…![]()