Oh Yaar Woh Jo Roz Tumhari TOYOTA Ki Safai Karta Hai ![]()
choootay bhai kko kaha tha fix kurwanai ko? phir tu ho gia sahee ..
talking from experience
Shobi SHadi kur rahai ho… kon hai , kahan hain… kidhar hai??? kidhar ke hai??? … Register kurwaya nick yahan uska ![]()
Wah kya baat hai ![]()
yaar waisay main khud apni TOYOTA ke Safai karta hoon.. apnay hatoon say ![]()
*Tere Naaaaaaaaam .. hum nay kiya hai… Jivan apna saara sanum.. *
![]()
To Bachi Ko U Ko Uncle Likhnay Ki Or U Ki Aunty Ko Sirf Aunty Likhnay Ki What Zaroorat Thi ![]()
Is Tarah To Acha Bhala Banda Bhi Confuse Ho Sakta Hai, Mein To Phir Bhi BeWaQooF Hon :halo:
Nahi Yaar Mera Chota Bhai Aisa Nahi Hai Woh Kabhi Kabhi Meri Baat Maan Leta Hai ![]()
Lo Ab To Ager Us Ka Nick Register Honay Ka Hoga Tab Bhi Nahi Hoga ![]()
Haan To Tumhein Nahi Pata K Tumhari TOYOTA Tumhien Pyar Se Sallu Keh Kar Bulati Hai ![]()
Or Teri TOYOTA Yehi Singti Rehti Hai Daily ![]()
Pyar Buhat Kartay Hain Tum Ko , Ishq Hai Tu Hamara Sanum ![]()
^^ Is Par Nazer Rakha Karo Chaddi Bacha ![]()
Kahin Kisi Pajero K Sath Na Bhaag Jaye :rotfl"
nahin mujhay mere TOYOTA bolti hai
wo to sirf sunnti hai… ![]()
wo yeh singti hai:
** Main tumhari hoon.. hamesha say… Main tumhari hoon.. hameshaaa say..**
kabhi kabhi tu mera bhai bhe maan laita hai, eid bakkar eid pur .. ![]()
aisa nahin ho sakta
![]()
Baray Naik Vichaar Hain U K ![]()
Insaan Ban Ja Shobi ![]()
Warna Mein Ne Apni Pajero Ko Order De Dena Hai ![]()
haan lights ka poora intezaam hai…so not to worry aa jaao tum phir weekends par aish hi aish
aur tumhari nihari ki badhi yaad aa rahi
jaldi aao and jaldi bano ![]()
vichaaar to mere bhi achay hain ![]()
Insaan he to hoon ![]()
waisay Pajero wali.. Pajero walay kay saath jayee gee or TOYOTA wali TOYOTA walay kay saath.. kya sumjhay ![]()
Testing…
6165.10 - SUNO MERE DIL KE SADAH- Nadeem Jafri
wow.. yanee DJ ke he kammi reh jai ge… waise aik ko dekha tha mai nai yaheen kaheen aas paas, Phir sabh mil kur WO gana gain gai… *tere ankhion kai tarrai bolain … ahmm ahmm * ![]()
mere Nihari kahan banai ge ache, tumharee banai ge ![]()
heheh kal to sapan and me were listening to mushaira on net
kaafi maza aa raha tha…
ahm ahm…doli mein baitha keeeeeeee… ![]()
haan chicken ki nihari kahan achchi banegi :halo:
Haan Jab Mood Mein Hotay Hain To Maan Letay Hain ![]()
Aik Martaba Saja Kar To Lao Phir Dekhna Baraat Na Aaye To Kehna ![]()
app kya bol rahay hain.. mujhay kuch samajh nahin aa raha
![]()
tum nai poora mushaira sunn aaisa!! ![]()
takyaa laga kai.. boulai .. …ahmm ahmm ![]()
chicken nihari na bolo LOGOUN nai sunn lia tu kia ho ga.. ![]()
:rotato: