Daagh
3502

lo aapko bhi koi kaam nahi ahia 
Koyal
3503
[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *
hello koyal jee
kaise ho aap ???
mein to abhi aaya hoon club se :D
[/QUOTE]
koyal theek ap sunao ap kesay hain how was ur day..:)
K_Khan
3504
email check kurnai online huwa tha.. abb logoff hu raha houn…
smilly
3505
wasalam sweet bechi:wave:
rabiaa
3507
hellooo 
aao thakur.. kia hal hai?
Daagh
3508

kaise ho ?
jee takhur to badhiya hai..
sardaar juwari laya hoon 
Daagh
3510
arey woh sholay ka dialogue tha 
hmm so whats happening around you ?
kaise ho ?
kya kar rahe ho aaj ?
rabiaa
3511
haan mujhe pata hai k woh dialouge tha…
hmm mere around tu kuch nahi ho raha ..cheezein padi hain bus..
aur aaj na ‘Making of Mein Prem ki deewani ho’ aye gaa…at 6:30..tu mein us ka intezar kar rhai hoon… :Pretty:
aap aaj bhi dinner k liye ja rahey hian>???
Daagh
3512
well jo padha hai aapke aas paas woh utha kar apni jagah par rakhe 
kaunse channel par aayega ???
nahi aaj dinner ghar par hi
kal to night club gaye the
kaafi sahi raha had a nice time
rabiaa
3513
apni jaga per hi padi howi hai har cheez 
Zee per aye ga… bus mein 6:30 se pehle pehle chali jaoun gi :rotato:
Night club
sharam tu nahi aye… kis kis k saath gaye they???
Daagh
3514
with KK hehehehe 
aur night club jaane mein sharam kyon 
ohhhhhhhhh humare paas zee ka subscription hai hi nahi 
rabiaa
3515
ohhhh KK bhi 
NIght club ho ya Day club… club tu hai na.. kuch ulta phulta tu nahi kia tha na 
chchc zee nahi hai bechare k paas…how sad..
Daagh
3516
jee nahi hum shareef bachche hai kuch ulta pulta nahi karte 
well abhi Sony TV hai humare paas but woh bhi boring hai
do you know if B4U music is available on Telewest ???
rabiaa
3517
Shareef aur woh bhi Bachay..aur woh bhi aap???
chchc itna jhoot bolna sahat k liye acha nahi hota :nono:
acha Star plus hai aap k paas? us mein Star Parivar awards ayein gay…! 
Daagh
3518

yeh star pariwar kya hai ???
rabiaa
3519
jis mein best beti, best bahu etc k awards dein gay 
Daagh
3520
hehehehehe
seriously ???
well meine dekha nahi but aap bata dena kab aayege i think it will be interesting to watch