K_Khan
May 14, 2004, 10:49am
34561
[QUOTE]
*Originally posted by mal1k: *
she was dangggggggggggg...!
I dunno if fas is visiting 4 business or pleasure, but Im rather interested in showing him a good time.
[/QUOTE]
thats kool, hopefuly you two will have some quality time togather!
lets see when he visits UK again!
Mal1k
May 14, 2004, 10:49am
34562
yehi soch raha hun daaghie
K_Khan
May 14, 2004, 11:01am
34564
naheen.. koe naheen hai …
PS: ..:french:
agr koi nahi hai tu ap kia kk uncle ke bhoot ho
p.s. :french:
K_Khan
May 14, 2004, 11:04am
34567
han na…
aor kia ho raha hai?? Billi abhi tak zinda hai??
Laholwala Quwat illa billah :halo:
bus abhi abhi lunch kia hai yuppy billi zinda hai lekin weak ho gayee hai
Daagh
May 14, 2004, 11:09am
34570
i am fine shine Allah ka shukar hai…and it is Friday
bas kuch hours uske baad 2 din araam
kya khaya khaane mein? paa’ye na kehna phir se
*Originally posted by Daagh: *
i am fine shine Allah ka shukar hai…and it is Friday :dhimpak
bas kuch hours uske baad 2 din araam :smooth
kya khaya khaane mein? paa’ye na kehna phir se :- |
ahaan .. yanii ap ghar mein ho abhii?
kuch hrs kia? aur 2 din chutii kerien ge office se kia??
biryanii khayee:yummy: friday ko hameesha lunch mein biryani hotiii hai
K_Khan
May 14, 2004, 11:11am
34572
*Originally posted by HeArT HaCKeR: *
Laholwala Quwat illa billah :halo:
bus abhi abhi lunch kia hai yuppy billi zinda hai lekin weak ho gayee hai
oh acha acha… lunch mai kiya khaya?? mai nai tu aaj mazai ke karahi khae… raat ko bahir jain gai Dinner kai lia, aor subh subh ko Phajjai kai paaye khanai
Daagh
May 14, 2004, 11:13am
34573
*Originally posted by HeArT HaCKeR: *
ahaan .. yanii ap ghar mein ho abhii? :- |
kuch hrs kia? aur 2 din chutii kerien ge office se kia??:eek :
biryanii khayee: yummy: friday ko hameesha lunch mein biryani hotiii hai
arey aaj Friday hai am in office but kuch hours ke baad weekend shuru hoga…Sat and Sunday off hoga mein koi chutti nahi le raha
biryaani ab to mujhe bhi bhook lagne lag gaye
biryanii:yummy:
ahaan wow.. kis ne pakayee thee ap ne??
haan haan akelay jayein dinner per jhootay mounhh bhee na pochien hum se:smash:
K_Khan
May 14, 2004, 11:20am
34575
*Originally posted by HeArT HaCKeR: *
biryanii:yu mmy:
ahaan wow.. kis ne pakayee thee ap ne?? :- |
haan haan akelay jayein dinner per jhootay mounhh bhee na pochien hum se:sm ash:
kis nai pakke the biryani?? Bhabhi nai?
mere MAmi nai pakkae the…
akailai kis nai kaha ja raha houn, tum bhe aa jao, laikin jalde aana. aor Vivi, SKB aor SB ko bhe lai kur aana, Daagh tum DONO bhe aa jao .. :halo:
*Originally posted by Kamran-Khan: *
kis nai pakke the biryani?? Bhabhi nai?
mere MAmi nai pakkae the… :yummy
akailai kis nai kaha ja raha houn, tum bhe aa jao, laikin jalde aana. aor Vivi, SKB aor SB ko bhe lai kur aana, Daagh tum DONO bhe aa jao .. :halo
pata nahi shaid bhabi ne shaid bajii ne
hamein sirf khanay se gurz hai
lol sure le aoun gii lekin SKB koi nahi hai albatta SKN hai
aur daagho uncle ke saath koun aayee gee?:halo:
K_Khan
May 14, 2004, 11:27am
34577
*Originally posted by HeArT HaCKeR: *
pata nahi shaid bhabi ne shaid bajii ne :confu sed:
hamein sirf khanay se gurz hai :moc king:
lol sure le aoun gii lekin SKB koi nahi hai albatta SKN hai :sma ck2:
aur daagho uncle ke saath koun aayee gee?:ha lo:
lo kha le mazzai se pocha bhe naheen kis nai pakkae hai ..
han han SKB… typing Mishtak the .. :halo:
bas Salu kai sath aik GUEST allowed hai, jis ko bhe lai aai .. :halo: :halo:
Salam n Good Morning ppl... subah subah.. mein PC per agaye..
K_Khan
May 14, 2004, 11:30am
34579
[QUOTE]
*Originally posted by DESI CHURAIL: *
Salam n Good Morning ppl... subah subah.. mein PC per agaye..
[/QUOTE]
wsalam ... subh subh he login!! (welcome to MY world)
aor kia ho raha hai? leaving for Uni soon?
*Originally posted by Kamran-Khan: *
lo kha le mazzai se pocha bhe naheen kis nai pakkae hai ..
han han SKB… typing Mishtak the .. :halo:
bas Salu kai sath aik GUEST allowed hai, jis ko bhe lai aai .. :halo :halo
haan na insaan ko aam khanay se garz honii chahiye
SKN
aik kio duu kio nahi :halo: mere khiyaal se uk mein 2 churailz hotii hain