*Originally posted by *** Vivacious ***: *
nahi nahi ye hi deal theek hai.. aap ko meri friends se milney ka boht shooq hai naa :h alo:
jaan boojh ker kiyon? :konfuse d:
din sahee se nahi yaad lakin itna tou maloom hai k kuch maheeney hovey hain :bumm er:
jee nahi mujhey yaad hai aur mubarakbaad bhi daini thee lakin mein ne socha tha k pm main hi doon gi… : (
aap ko bohat boht bohat bohat mubarak ho… :hu la::hu la:…
nahin nahin mujjhay kishi say nahin milna
jaan boojh kar is liye cuz main tumhain tang karna chah raha thaa.. wasay aik tarha say acha he hoaa naa.. result kay baad kiya
acha naa.. to phir udass kyon hoti hoon. .. main nay kuch bola to nahin naa
thanks yar .. sub ke duaaon ka nateejah hai.. baghair parhay .. pass hogaya..
bus Allah nay bacha liya.. .:
system
May 13, 2004, 7:59pm
34442
*Originally posted by shoaib akhter: *
nahin nahin mujjhay kishi say nahin milna :clow n:
jaan boojh kar is liye cuz main tumhain tang karna chah raha thaa.. :mockin g: wasay aik tarha say acha he hoaa naa.. result kay baad kiya
acha naa.. to phir udass kyon hoti hoon. .. main nay kuch bola to nahin naa :h ug:
thanks yar .. sub ke duaaon ka nateejah hai.. baghair parhay .. pass hogaya.. :e ek:
bus Allah nay bacha liya.. .:
nahi jee, ager aap ka dil chah raha hai tou milwa daiti hoon
acha jee, phir mein bhi tang keroon gi aur do din baad keroon gi pm
haan acha hova waisey… :k:
mein nahi ho rahi uddaas…
jee ye ALLAH ki marzi thee…
aur ab meray jaaney ka time ho raha hai kiyonk 11:00 bajj rahey hain aur iss k baad computer use kerney ki ijazht nahi
system
May 13, 2004, 8:01pm
34443
shobii mein ab jaa rahi hoon.. ALLAH hafizz
*Originally posted by *** Vivacious ***: *
nahi jee, ager aap ka dil chah raha hai tou milwa daiti hoon :m ocking:
acha jee, phir mein bhi tang keroon gi aur do din baad keroon gi pm : p
haan acha hova waisey… :k :
mein nahi ho rahi uddaas… : p
jee ye ALLAH ki marzi thee… :flo wer1:
aur ab meray jaaney ka time ho raha hai kiyonk 11:00 bajj rahey hain aur iss k baad computer use kerney ki ijazht nahi :b ummer:
nahin nahin thats okay
nahin .. aisa zulum mut karna.. plz
udass hona bhi nahin
Thanks to Allah
acha.. chalo vivo.. phir kal baat ho gee… takecare of ur self
Daagh
May 13, 2004, 10:47pm
34445
will go to sleep in 10 mins
so agar koi hai to aa jaao baat karne
Daagh
May 13, 2004, 10:55pm
34447
:D welcome BS...chalo aakhri 5 mins baat kar lo :p
kaise ho ? kya chal raha hai?
…theek thaak hoon:D
thaka hoa hoon … :rotato:
kahan chaldiye …
Daagh
May 13, 2004, 10:59pm
34449
sone jaa raha hoon already 12:00 am…kal subah office bhi jaldi jaana hai Friday morning meeting
Janwar
May 13, 2004, 11:00pm
34450
yaar mujh ko neend nahi aarahe :( koie mujh ko looree suna day plz :(
Daagh
May 13, 2004, 11:01pm
34451
call me on 0044798424233455624234234234
and I will sing a lory for you :p
…yahan to 2 baj ray hain…
Daagh
May 13, 2004, 11:03pm
34453
tumhe kal office jaaana hai at 8:30??? and then a meeting for 2 hours ??? :halo:
aish ki life hai so enjoy karo
okie me off to sleep now
Allah Haafiz
bye Janwar
K_Khan
May 13, 2004, 11:03pm
34454
nah… call +44906112113 instead … :halo:
more then hundrad thousand views!
if this is the number, i’ll giv u a miss call now:p
Daagh
May 13, 2004, 11:04pm
34456
yeh number dial karoge to seedhe Mars par connect hoga
…yaar kal subah subah tournament hai 9 bajay:bummer:
:rotato:
Janwar
May 13, 2004, 11:06pm
34458
abEy yaar im serious .... mari ami sooo rahe hai so un ko jaga nahi sakta ... is wajha say tum logo say help mangi hai yaaroo .. koie tu suna day loori ... agar kese ke ami jag rahe ho tu bata do un ke awaz record kar kay send kar do ... phir mai aram ke neend soo jaoo ga ..coz aik maa ke looree soun kay har insan ko sakoon ke neend ati hai.
aray mars kahan:smash:
seedhi seedhi aunty ki awaaz aayegi:silly:
:love:
Daagh
May 13, 2004, 11:06pm
34460
all the very best :biggthumb