Where are you ...

ur welcome .. :flower1:

aap k aqalmandi k kaam kerney se mera naam kaisey roshan hoga :konfused:…

chalien, wo baat pm main hi sahi :smiley:
aur naashta aaram se kerian koi juldi nahi..

aur ye lain :blush:

…

…

… :blush:

:bailan:
:mocking:

BRB

:salam:

Hello Guyz :wave:

walikumasalam

beywakoof uncle kaisey hain aap :wave:

Back :wave:
hoga hogaaa.. bus hogaa :hula:

yaar ammi ko drop karnay gaya thaa .. un ko kaheen jana thaa.. ishe liye chala gaya.. zaya wait to nahin kiya :stuck_out_tongue:

:blush:

acha jee, daikhtey hain k kaisey hoga :stuck_out_tongue:

nahi ziyada intezaar nahi kerna paraa.. buss theek hi thaa :smiley:

yaar english main bhai B+ aa gaya :hula:
or Math main bhi β€œB” aa gaya :nuch: lakin Sociology ka abhi tak nahin aaya..
sari ke sari classes main sirf … aik hee cheez yaad rehti thee.. .. majboor thaa.. bohat yaad aati thee.. or us ke wapas say main nay kabhi bhi notes nahin liye class main.. bus is main bhi pass ho jaoon to.. mazaaa aa jaye :teary3: kya tum nay dua kee thee???

wow mubarak ho.. acha aa gaya result :hula:

inshaALLAH zaroor paas hoon geyy.. jee ki thee dua bhi :smiley:

thankoo thankoo.. :hug:

inshallah… :flower1:
okay jaa kar namaz parh loo or phir jaldi wapas aaoo

Thanx ViVa :k:

I M Fine What About U ? :slight_smile:

Hi :wave:

^^ SHIFT CHANGE HO GAYE :hehe:

Hi .. Aunty jee Howwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwww ud oing??? :wave:

jee nahi jee mae bhai ke pc se ayee hon online :expressionless:

am fine :hula:

haan acha hooa.. warna hamesha Qabza kar laiti hain.. MOHTARMA :hehe:

BRB :wave:

Hello :wave:

Kaisi Ho :wink:

mein aa gaye :hula:… aur thori dair baad phir chali jaaon gi kyion k HH ney aana hai :bummer:

beywakoof uncle, mein theek hoon aur HH bhi theek hai :stuck_out_tongue:

tum kyon chali jaoon gee :teary3:

Jitna Poocha Jaye Utna Tella Karo :bailan:

HH ney aana hai naa :bummer:

beywakoof uncle aap ne HH se tou pocha tha na k β€˜kaisi ho ;)’ tou mein ne socha k uss ki taraf se mein jawab dey doon :stuck_out_tongue: