Where are you ...

errr mera khayal tha k packing kerney main time lagta hai.. :bummer:

haan islamabad main rahein geyy.. :hula:

aur mei tumhe Allah Hafiz kehne lagi thi :smack:

December mei Lahore aur Sialkot aana :blush:…mei udher hi hoon gii :hula:

nahi yaar…itni der nahi lagti :smack:

app mere boriyat kaisay door karoo gee :konfused:

nahin nahin .. qeemti waqt to ap ka hai.. exams ho rahay hain.. tabh bhi kuch logoon kay liye..gs par aati hain app.. i think.. i should be thankful to u.. ishe liye hamesha aati raho :hug:

Maheen koi baat nahin.. phir baat main bol dena :smiley:

haan naa…wo sab jaa rahe hain…socha mei bhi chakkar laga loon :slight_smile:
tum…jo kaho..le aaooon gii :blush:…aur phir Qatar mei dene bhi aa jaooon gii :halo:

hmmm…achaa kiya :smiley:

sialkot aana aasan hai lakin lahore aana mushkil hai.. waisey tum hi islamabad aa jana naa.. zarorr milein geyyy…

acha jee, mein ne kabhi packing ki nahi, iss liye mujhey nahi malooom na… aur waisey bhi iss baar hum ziyada arsey k liyee jaaien geyy…

baad mei kab…ab tu mei jaa rahi hoon…so Allah hafiz :wave:

tum ghar mein reh ker GS kerna na :smash::bummer:

mere liye bracelet lana :blush:

lekin tum Qatar kaise aaou gi :frowning:

Sialkot aa jana…mera Islamabad aana bohat mushkil hai…hamare waha koi relatives nahi hain naa…:bummer:

achaa ab mei jaa rahi hoon :wave: Allah Hafiz Vivi and HH :hug:

buss keroon gi, ye mera kaam hai.. :stuck_out_tongue:

shobii ye aap ne tanziya bola hai? :bummer: mein itna tounahi aatee naa.. :frowning:
lakin exam k baad tou rooz hi aaon gi..

ab mei ne keh diya hai naa :bummer:

le aaooon gii :hug:

haan ye tu masla hai…:frowning:

Allah Hafiz :wave:..Take care hugz

tu keh du na ke ab nahi jana :bummer:

tussi ja rahi ho :teary1:

okz takecare :hug:

Allah Hafiz :wave:

okay Takecare dear..
AllahHafiz :wave:

haha.. acha.. okay dekhtay hain :wink:

yaar vivo.. main jhooth nahin bol raha.. wo tanziya nahin thaa.. agar laga ho to sorry.. lakin main to aisay hee achi tarha bol raha thaa.. wasay tum aati to hoo.. kam lakin aati to hoo naa.. yeh he bohat hai… mere koi ghalat mutlub nahin thaa :kiss:

ok jo hukam sarkaar… aa jaieen geyy :smiley:

ok phir baad main baat hogi ALLAH hafiz :hug:

daikh lijeye ga :stuck_out_tongue:

acha na ustaad-e-muhtaram serious kiyon ho jaatey hain.. :stuck_out_tongue: mein ney tou waisey hi kaha thaa… bal k pocha thaa… aur sorry ki zaroorat nahi… aik tou hum aik dosrey ko sorry boht kertay hain :smack::bummer:

haan waitng*********************** :mocking:

acha nahin hota serious… ab khush ho jaoo.. naa :kiss: sorry karna acha hai… :hula: wasay ap zayada sorry karti ho :smiley:

kertay rahein wait :halo:

ok ho jaati hoon khush :hula:
waisey aap meri baat boht maantey hain.,. :stuck_out_tongue: achi baat hai :wink:

haan ghalti bhi ziyada mein hi kerti hoon na :bummer:

kitna wait karoon :bummer: subha say aik pm karnay mian 6 hrs laga deya :halo:

main kaisay manon kay khush ho tum.. prove it :smiley:

jee bohat achi baat hai (or ab kya boloon :blush: )

nahin nahin koi ghalti whalti nahin karteen.. forget all that yar :hug:

lol, pm bhi tou dakhien k kitna bara likha tha tou dair tou lagi gi naa :smiley:

errr ab mein ye kaisey prove keroon.. :bummer: buss aap maan jaaien naa…

hehe, kuch na bolein.. :stuck_out_tongue:

acha jee, jo hukam ustaad-e-muhtaram :smiley:

.

12 line ka pm thaa :halo: jo mian 12 min main type karta hon :halo:

theek hai.. aik dafa phir maan jaata hon :rotfl:

theek hai..na bolnay hee acha ho gaa.. is waqt :blush:

wo hukam nahin thaa.. .. :smiley:
mujhay ustaad mut bolo.. aisa lag raha hai.. kay app mere koi student ho.. :smiley:
wo nahin :blush: