abhi aaya nahin main.. or bailan start ![]()
main jaon ![]()
wasay i meant kay “Wah kya baat hai mere Entry kee” ![]()
Alhumdulillah .. chillin.. ![]()
abhi aaya nahin main.. or bailan start ![]()
main jaon ![]()
wasay i meant kay “Wah kya baat hai mere Entry kee” ![]()
Alhumdulillah .. chillin.. ![]()
mai bhi theakh thaakh…
… its so hot in lahore today… sara din ghar mai he chuppa raha… ![]()
kion barish naheen hoe aaj? aor aaj tu delays naheen thai central line mai??
jee nahi aap aa chukey hain jub hi bailan start ![]()
kiyon boht shooq hai jaaney ka? ![]()
ohh tou pehlay bataney main kiya hurj tha ![]()
wah… jeeo mere laal…
bas 12k tu pakkai he pakkai, waise subh se 100 posts tu kur chukka houn ga ![]()
chalo koi baat nahi…ab saare tu fantastic nahi hone chahiye naa ![]()
chalo ab uss exam ki achii tarah revision karna…good luck ![]()
ghar aaye hoye mehmaan ko atay he bailan khelati hoo app ![]()
haan bohat shooq hai jaanay kaa!! ![]()
yaar sub kuch aik dafa main hee bata doon.. halkay halkay main kya harz hai ![]()
mein bhi kub se 14k per atki hovi hoon
![]()
haan ye bhi sahee hai ![]()
thanxxx ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Kamran-Khan: *
mai bhi theakh thaakh... :smo oth:.... its so hot in lahore today... sara din ghar mai he chuppa raha... :)
kion barish naheen hoe aaj? aor aaj tu delays naheen thai central line mai??
[/QUOTE]
tu kaha kis ne tha ke may mei pak jao :p
nahi aak delays nahi the..shukar hai... aur baarish abhi tak tu nahi hui...magar lagta hai khoob ho gii...
100 kar chukay .. balay balay yar :k: ab to 15 min ho jayain gay 12k ![]()
hehe nahi lakin aap jaisey kuch mehmaanoon ko khilana hi parta hai ![]()
kiyon, aisi bhi kiya baat hai?![]()
mujh se sabar nahi hota, iss liye aik hi dafa main batayaa kerian ![]()
![]()
your welcome :)…aur sunao…kiya kar rahi ho???
main koi ishpecial hooon, wasay app kee mehmaan nawazi par “DAADH” daita hoon janab ![]()
koi mere intezaar kar raha hai
us say bhi baat kar loon ![]()
app say sabar nahin hota to mujh say bhi nahin hota
u lazy gul.. where is my pm?? ![]()
ab boloo ![]()
kuch khaas nahi, song sunney ki kosish ker rahi hoon lakin ye ragaa kaam nahi ker raha ![]()
![]()
haan na, aap ishpecial hain jub hi tou bailan se aap ki khatir mudarat ker rahi hoon
aur daad tou sub hi daitey hain, itni mehmaan nawaz hoon mein ![]()
koun intezaar ker raha hai aur aisi koun se zaroori baat hai? ![]()
pm bhi likh rahi hoon.. thora sabar kerian
:nahnah:
![]()
Oooooooooooohhhhhhhhh Kiddaaaaaaaaaaaaannnnnn !! ![]()
![]()
:D…aur wo HH ki bachi kiya kar rahi hai???
daghoooooo bhaiyya ![]()
kaise hain???
tum hass rahi ho meri dukh bhari daastaan sun ker
kuch kero, ab mein kahan se song sunoon.. ![]()
HH pata nahi kahan hai.. shayed fone ker rahi hai ![]()
Daagh bahi ![]()
am fine shine…
tum sunao kya haal chal ??? ![]()
aur kal kahan the? ![]()