haha sahee hai ‘aap bhi kiya cheez hain’
mein bhi boloon gi aainda se :halo:
chalien theek hai, daikhtey hain k aap ko kitna math aata hai ![]()
smilies ziyada theen… ![]()
haha sahee hai ‘aap bhi kiya cheez hain’
mein bhi boloon gi aainda se :halo:
chalien theek hai, daikhtey hain k aap ko kitna math aata hai ![]()
smilies ziyada theen… ![]()
hehe shuker hai k kursi per kisi ka kabza nahi hova ![]()
koi aur nahi, sirf HH hi ho sakti hai.. aur kisi ko GS ka shooq nahi ![]()
… o bhai mere… aap tau mujhe haTTay kaTTay ghabroo jawan lagtay ho… aapki khair hai…
… meri tau saans hi ukhaR jaayegi itna uchaltay huwe
… lekin phir bhi aapka saath diye deta hoon :bhangra:
mera choTa bhai bhi jab ghar par ho… tau kissi ki kya majaal keh computer ko haath bhi lagai… ![]()
buss har waqt net par betha rehta hai… ![]()
main koi cheez nahin hoon ![]()
mujhay bohat math aata hai.. ishe liye har din or har second ka hisaab rehta hai or rakhta hoon ![]()
kya sumjheen ![]()
smiles kum use kiya karoo ![]()
haha mera bahi bhi takreeban aisa hi hai ![]()
nahi aap hain cheez
waqaii main :halo:
hehe samajh gaye ![]()
acha jee aur koi hukam ![]()
![]()
[QUOTE]
Originally posted by ** Vivacious ***: *
haha mera bahi bhi takreeban aisa hi hai :D
[/QUOTE]
chota ya baRa bhai :-|
khair mai waisse bhi zyaada time office mai hota hoon... issi liye zyaada farq naheen paRta... sighs
![]()
tum bhee aisee hee ho :halo:
[QUOTE]
*Originally posted by NO^RESERVATIONS: *
chota ya baRa bhai :-|
khair mai waisse bhi zyaada time office mai hota hoon... issi liye zyaada farq naheen paRta... sighs
[/QUOTE]
chota bahi :D
chalien acha hai, woh bhi sukoon main hota hoga aur aap bhi :p
haha .. chalo.. makhan bazi naa karoo ![]()
koi hukum nahin..
PM kahaan hai ![]()
aur tum bhi ![]()
kia howA?![]()
makhan baazi nahi ker rahi
suchi main ![]()
pm likh rahi hoon abhi bhi ![]()
![]()
dafa:grumpy:
[QUOTE]
Originally posted by ** Vivacious ***: *
chota bahi :D
chalien acha hai, woh bhi sukoon main hota hoga aur aap bhi :p
[/QUOTE]
choTay hotay hi aisse hain :D
haan yeh tau hai... lekin waisse bhi normally office se aanay ke baad computer ya net par bethnay ka dil kuch khaas naheen karta hai .... kuch dair TV dekha aur phir sonay ki koshish karnay lagta hoon :p
suchi muchi ![]()
pm main under koi “Speech” likh rahi hoo.. ![]()
:rotato:…