to ab na sona otherwise uthne mein problem hogi…ab to 6 tak jaagte raho ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by NO^RESERVATIONS: *
Jee... :D... waisse bhi orthopaedics mai koi experience naheen hai ;)
[/QUOTE]
agar hota to bhi mein risk na leta :-|
and aapke woh bhi aadhe civil engineer to nahi ban gaye ??? :D
array kal tau aap keh rahe thay keh aap kissi se naheen dartay… ![]()
unho ne mujhse kuch naheen seekha… kyunke mai apni field mai kaam naheen kar raha ![]()
waisse ab iraada ban gaya hai keh koi job shuroo karoo’n ![]()
dair aayad, drust aayad :halo:
darrna and risk lena are two different things all together ![]()
hehehe bahot hi naik khayal hai jaldi amal kare ![]()
you should kick me out of here ![]()
I think I should go.. I still got stuff to do.. and I need sleep
I need sleep.. totally forgot ![]()
acha main chalti hoon..
Allah hafiz. ![]()
risk lainay se tau dartay hain na ![]()
iraada ban gaya tau amal bhi jo jaayega… :insha:
okie jee…have a peaceful sleep and take care
have a bright day tomorrow…![]()
Allah Haafiz
heheh risk lene se nahi darta…mein risk ko analyse kar ke decide karta hoon haan ya na…and aapke risk ko dekh kar meine decide kiya hai ki :nono: ![]()
Allah aapko kaamyaab kare …Ameen ![]()
chalain… theek hai … filhaal yeh risk na lain…lekin kabhi agar dil ka maamla ho tau befikar ho kar hamain consult karain… dil ki doctory mai specialization ki hui hai hum ne ![]()
thanks for the wishes Bro ![]()
theek hai janaab yaad rakhege ![]()
aur sunaye kya plan hai aaj ki shaam ke? kuch interesting???
[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *
:D theek hai janaab yaad rakhege :p
aur sunaye kya plan hai aaj ki shaam ke? kuch interesting????
[/QUOTE]
filhaal apni life mai kuch bhi interesting naheen hai :p
na sub'h,na shaam... zindagi ho rahi hai yun'hi tamaam :)
to kuch interesting karo na
go out for 2-3 days with aapke woh to some cool hilly resort…have a nice time…talk and talk and talk…aisi jagah jaana jahan TV na ho Phone na ho…radio na ho…bas aap ho and woh ho ![]()
Daagh… i wish i could do this… ![]()
actually … meri ‘woh’ abhi baqaida meri “woh” naheen bani hain ![]()
issi liye woh mere saath jaa naheen sakti hain… aur unke baghair kaheen jaanay ko mann naheen karta ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by NO^RESERVATIONS: *
Daagh.... i wish i could do this.... :-(
actually .... meri 'woh' abhi baqaida meri "woh" naheen bani hain :smack-:
issi liye woh mere saath jaa naheen sakti hain.... aur unke baghair kaheen jaanay ko mann naheen karta :D
[/QUOTE]
ufffffffffffff life is so cpmplex :D chalo then unko shaam ko icecream khaane hi le jaao :D
Daagh bhai…i think there is no such difference in Pakistani and Indian social values… right ?
yaar yeh UK tau naheen hai na keh unko aaram se ice cream khilaanay le jaaoon… here in Peshawar … its near to impossible bro ![]()
haan yaar i can understand
it is same in India as well…big cities mein it is okie…but mere native place mein to
it is impossible
hmmm to ek hi raasta hai dost
jaldi se shaadi kar lo ![]()
hmmm … ab ruki hai na gaaRi station pe ![]()
miyaa’n biwi aur miyaa’n ke parents raazi hain lekin qazi saab ko doosri side ke parents ke green signal ka intezaaar hai ![]()
uss green signal ke baad hi yeh gaaRi station se aagay jaayegi sigh
[QUOTE]
*Originally posted by NO^RESERVATIONS: *
hmmm ... ab ruki hai na gaaRi station pe :hehe :
miyaa'n biwi aur miyaa'n ke parents raazi hain lekin qazi saab ko doosri side ke parents ke green signal ka intezaaar hai :rolleyes :
uss green signal ke baad hi yeh gaaRi station se aagay jaayegi sigh
[/QUOTE]
oh achcha :D well to tum patao na doosri side ke parents ko :D thoda maska lagao...mithai le kar jaao :D
jo bhi karo jaldi se jaldi kar hi daalo :D
sorry for the late reply… was dealing with a client ![]()
yaar… maska shaska tau pichle 12 saalo se laga raha hoon ![]()
lekin woh maantay hi naheen ![]()
actually we are having some family tussles … you know… zameeno’n ke jhagRay ![]()
![]()