haye hayee keh tu aisay rahay hein jaise mod hein yahan ke ![]()
![]()
pata hai kitna kate ho baat ![]()
kerta hoon mae ![]()
ap nahi kerte mujhse ![]()
chalo theek hai ab karte hai ek doosre se ![]()
am watching the movie…Hero Number 1 ![]()
lol sure sure ![]()
hain? wo tu itnii old movie hai ![]()
haan i know…but B4U par abhi aa rahi woh movie ![]()
ye b4u kia hai?
p.s. churaolon se baat ho gayee aaj ap ki akhir :halo:
dekha kitna acha din hai aaj :halo:![]()
B4U is movie and music channel called Bollywood4U ![]()
haan dono se baat ho gayi aaj to ![]()
yeah yeah yeah i know bahot hi achcha din hai ![]()
NR uncle kahan ho tussi ![]()
ahaan tu ap ye channel dekhte hein .. hamare ghar shaid aata hai ![]()
hehe dekha dekha ![]()
waisay Fatima k bhee aaj hee bday hai kia?
… yeh aap keh rahe hain ke koi aap se baat naheen karta ![]()
em not gonna believe it :nono:
achcha tum ghar par tele nahi dekhte ???
![]()
nahi Fatima ki b’day kal thi…i called didi today and Fatima se bhi baat ki i asked her kya kiya kal, she said she ate 2 cakes :-s
daal e budmaash ki plate par haath saaf karnay gaya tha ![]()
hmmmm maash ki daal and paratha and rice with raw hari mirch and neemboo ka achar ![]()
yayyyyyy… i had it with raw hari mirch… but no paratha available in the office right now ![]()
:D chalo jo bhi khaya maza to aaya na :D
nah
pehle shouQ tha dekhna ka ab nahi hai…
ohh mae samjhee aj bday hai us ki
becharii mae :(..
wow
chota cake khaya ho ga na ![]()
ye koi new daaal hai kiaa??
![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *
:D chalo jo bhi khaya maza to aaya na :D
[/QUOTE]
yup.... :D
yeh daal e maash ki juRwa’n behan hai jee ![]()