Where are you ...

yaar main to tang nahin kar raha.. :bummer: or wo bhi tang nahin kar rahi.. batain kar rahay hain.. kyon .. koi masla hai :frowning:

koi mas’la naheen hai yaar :nono:

lekin iss thread ka mood zara ronay dhonay wala honay laga tha na… issi liye kuch depression si ho rahi thee :stuck_out_tongue:

khush raho :k:

yaar pata nahin.. aisa kyon ho gya..chahta to nahin thaa .. shayad koi baat buri lag gayee.. :frowning:

[QUOTE]
*Originally posted by shoaib akhter: *

yaar pata nahin.. aisa kyon ho gya..chahta to nahin thaa .. shayad koi baat buri lag gayee.. :(
[/QUOTE]

array naheen yaar... koi baat buri naheen lagi... yahi tau gupshup ka maza hai keh har baat gupshup mai hi ho jaati hai ... hai na? :D

[QUOTE]
*Originally posted by NO^RESERVATIONS: *

array naheen yaar... koi baat buri naheen lagi... yahi tau gupshup ka maza hai keh har baat gupshup mai hi ho jaati hai ... hai na? :D
[/QUOTE]

jee sahi kaha app nay :D

shukriya meherbaani tashakkur :smiley:

yeh baaqi sab log kahaa’n ghaib ho gai :konfused:

yahi to masla hai.. jaisay hee .. koi serious baat shuru hoti hai.. log GOLI ho jaatay hain :smiley:

serious bolay tau... :-|

:wave: :wave: :wave:

kuch nahin :hehe:

Daagh bhai :wave:

:smiley: hello shello shoby kya chal raha?

mein to ab ghar pahoch gaya and still getting bored :bummer:

daagh bahi :crying:

yaar bus .. songs sun raha hoon … or kya kar bhi sakta hoon.. koi kaam he nahin hai :bummer:

lakin monday say… gym phir say join kar lee hai.. bus wahan jaoon gaa.. or phir masjid main Voluntary work loon gaa. thora saa Sawab he kama loon gaa.. I really some Sawab in my life :smiley: or phir cricket khel laya karain gay.. dekhtay hain.. monday say kya hota hai :stuck_out_tongue:

vivoooooooooooo :hug:

kya hua why crying :frowning:

kuch nahi hovaa… dil chah raha hai rooney ka :bummer:

sahi hai itna kuch to hai karne ko..yaha to bas office se ghar aur kuch nahi…ek gym tha woh bhi knee ke wajah se bandh ho gaya hai abhi :frowning:

waise mein bhi gaane sun raha hoon Sunrise Radio par :smiley:

shobby bhai, abhi tak yahin tehel rahey hain???

:smack: yeh bhi koi baat hui ki bas jee chah raha hone ka

hmm batao kya hua? tumhare exams ho gaye poore? aur woh lazy creature kaha hai?

[QUOTE]
*Originally posted by Nancy Drew: *
shobby bhai, abhi tak yahin tehel rahey hain???
[/QUOTE]

welcome shelcome zehra

kya chal raha?tum soye nahi abhi tak :D

[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *

sahi hai itna kuch to hai karne ko..yaha to bas office se ghar aur kuch nahi...ek gym tha woh bhi knee ke wajah se bandh ho gaya hai abhi :(

waise mein bhi gaane sun raha hoon Sunrise Radio par :D
[/QUOTE]

haan yaar life tough ho jati hai.. ishe liye jitnay mazay karnay hain.. pehaly he kar loo.. or wo he main kar raha hon.. hamesha kuch na kuch karna chahta hoon.. busy rehna he acha hai.. warna falto main tension ho jati hai.. :(

yeh sunrise radio kon saa hai. :D