[QUOTE]
*Originally posted by shoaib akhter: *
jee jee bunday nay salaam kiya thaa :D
[/QUOTE]
Acha Hua U Ne Accept Kar Liya Warna Kal U Ko U Ki TOYOTA Ghar Mein Nazer Na Aati :D
[QUOTE]
*Originally posted by shoaib akhter: *
jee jee bunday nay salaam kiya thaa :D
[/QUOTE]
Acha Hua U Ne Accept Kar Liya Warna Kal U Ko U Ki TOYOTA Ghar Mein Nazer Na Aati :D
…um woh use nai karti?![]()
bhaar mein jao phir:p
![]()
Ab Ye Ustaad Where So Gaya ![]()
mere TOYOTA
ke taraf aik nazar bhi utha kar dekha naa.. to “U” ko “U” ke thar ghuomaa kar “U” bana doon gaa ![]()
![]()
chlao baat he khatum ab
baychara brokensky .. broken heart ho gaya ![]()
hansanay nahi, rulaney ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by shoaib akhter: *
to pic mujhay bhej doo.. main us kay FUNNY PIC kee website par upload kar doon gaa.. thori se animation dal kar :D
[/QUOTE]
:biggthumb
Acha Chalo Theek Hai Aik Nazer Utha Kar Nahi Dekhta ![]()
![]()
^^ Ye Sahi Hai ![]()
Laal Chuneriya Wali Koi Ghar Meray Bhi Lao ![]()
Main Kunwara Kab Tak Bethon Band Mera Bajwao ![]()
Aray Jaisay Bhi Chalta Hai Chakkar Chalao ![]()
Meri Shadi Karwao :bhangra:
Meri Shadi Karwao :bhangra:
Meri Shadi Karwao :bhangra:
…acha acha:halo:
...yaar meray muhallay mein 1 kanwara larka hai....usse karwadoon shaadi tumhari;)
![]()
BAY ADAB .. ..ankhian neechay
wasay main nay apni TOYOTA ko.. aaaj subha subha … KHUSHBO walay water say wash kaya or under bhi .. scrub kar kar say.. clean kiya
ab to bilkul tight hai.. kishi kay intezaar main khali hay.. or upar say JUNOON kay songs bhi ready hain.. chalay kay liye ![]()
Mere Toyota hai.. khari hoyee. shadi karwa doo us ke bhi.. Mercedes say ![]()
Broken mere chotuuuuuuuuuu ![]()
Apni Tarah Pathan Samjha Hai Kiya ![]()
![]()
Log Shadi Karnay K Baad Biwi Par Sotan Latay Hain Shobi Par Tum Ye Kaam Shadi Se Pehlay Hi Kar Chukay Ho :biggthumb
Teri Car Ager Ziyada Khoobsurat Hai To Bata Mein Apnay Truck Se Baat Karta Hon ![]()
…
.. yaar ab mein kya karoon woh tumhara number pooch raa hai;)
Woh Pooch Raha Hai Ya Tum Pooch Rahay Ho ![]()