ab monday itna bhi door naheen hai … ![]()
aur Qatar ke liye tau sailaab bahut acha rahega… shayad kuch greenery baRh jai wahan ![]()
ab monday itna bhi door naheen hai … ![]()
aur Qatar ke liye tau sailaab bahut acha rahega… shayad kuch greenery baRh jai wahan ![]()
lekin shaid monday ko mae na aa sakon:crying:
yahaan alreadyy boht greenery hai.. atleast hamare ghar mein tu hai :halo:
jee haan… mujhe pata hai kitni greenery hai wahaa’n… le de ke aik hi tau park hai… kya bhala naam hai uss park ka ![]()
saaray Qatar ke makhlooqat wahan hi jama hotay hain chuTTi ke din ![]()
ap ko kis ne kaha ke yahan aik hee park hai ![]()
achay khasay parks hein yahan… Bida park.. ladies park.. muntaza park.. Alladin Kingdom .. ye lein 4 ke naam tu mae ne hee ginwa diye
..
… inhe aap park kehti hain…aik muntaza park hi park kehlaanay ke laiq hai… baqi sab ki misaal tau aissi hi hai jaisse road kinaray green belt ![]()
Park tau aapko Pakistan mai dekhnay ko milaingay… Lahore mai… lekin aap tau Pakistan aana hi naheen chahti hain ![]()
hud hai bhae.. ap itnii insult kio ker rahay hein.. ayween mei n:grumpy:
yea yea pata hai kaise parks hotay hein…
makhiyoon macheron se bharaay hoay
gunday
yea yea nahi aana chahtii mae..
okie… lets have a deal… mai aapke Gutter… ooops…
… i meant Qatar ki insult naheen karta.. :k:
aap bhi Pakistan ke parks ke baaray mai apne alfaaz wapass le lain …DONE? ![]()
PS: em leaving now… c ya laterzzz.. have to go for a dinner ![]()
hud hai bhae
ab agr ap ne Qatar ko kuch bola tu acha nahi ho ga ![]()
pehle ap apne alfaaz wapas lein phir mae luun gi ![]()
ok jee… enjoy ur dinner
![]()
… :rotato:
tau ab kaunsa sab acha hai ![]()
okie… mai ne apne alfaaz wapass le liye… kya pata mujhe Qatar jaan paR jai … in the near future … job ke liye :halo:
thanks for the wish
with a jawabi ![]()
Miladun Nabi mubarak everybody ![]()
shukriya… aapko bhi bahut bahut mubarak ho ND Behna ![]()
![]()
sab kahan hain? HH?
HH apne ghar mai jhaRoo maar rahi hogi… ![]()
Eid Melaad un Nabi ki khushi mai mithai taqseem ho rahi hai… baqi sab wahan par jama ho gai hain ![]()
PS:jaana naheen… mai nimaaz e maghrib paRh kar aata hoon :k:
… :rotato:
![]()
acha kia ap ne apne alfaz wapas le ker warna boht bura hota ap ke saath :o
zaroor aayeee ga Qatar, phir pata chalay ga kitna acha aur pyaara hai Qatar
![]()
ap ko kis ne kaha ke mae ap ke walay kaam kertii hon ![]()
Nancyyyyyyyy: heya
kaisee ho ?
kahan ho???
![]()
… ![]()
sub ke moods kyun kharab lagte hain :)