awww…and how is your knee???
don’t you hate packing?
have fun tomorrow ![]()
awww…and how is your knee???
don’t you hate packing?
have fun tomorrow ![]()
nahi 1 din mein koi kharab nahi hoti…bahane na bano ![]()
haan haan choti bachi :halo:
kal se 30 mins roz kitchen mein help karna…cut vegetables, do the cleaning or atleast be in the kitchen for 30 mins ![]()
tu Viv ke saath jaa ke kar lo naa…waise wo hai kaha aaj kal?
hai kissi ki ![]()
jahaaz pe ![]()
knee is theek thaak…swelling kam hai…and can walk araam se…
yeah i hate packing…but good thing is that meine poora unpack kiya hi nahi tha when we moved houses ![]()
thanks
tum bhi aa jao kal ![]()
BeWaQooF Apni Chin Par Hath Rakh Kar Bhudha Bhudhi Ka Romance Dekhing :love:
ab 2 hourz ke baad hi aao gii tum
![]()
![]()
BwWaQoof ko aur koi kaam nahee kernay ko ![]()
thats good… ![]()
haan ye theek kiya aap ne ![]()
me…nahi aa sakti hai…nana wageira aa rahe hain naa kal ![]()
oh yeahhhhhhhhhh
kal Friday ko aane wale hai na saare ![]()
aur mere gifts bhi aayege pak se ![]()
Oh Yaar Or What Karon ![]()
Hamari Age Wali To Hain Nahi Yahan Par ![]()
So Bas Inhin Se Kuch Seekhnay Ki Try Kar Raha Hon ![]()
Main phir dakhar dar NA maqoolat karnay aa gaya hooN. ![]()
![]()
Pallay Kuch Nahi Para Siwaye Is K Tum Is Thread Mein Entry De Chukay Ho ![]()
Welcome BM :k:
BeWaQooF Apnay Seniours Se Request Karing K Woh PM Se Bahar Aa Kar Yahan Sab K Samnay Baatien Karein ![]()
Hum Juniours Ka Bhi Dhiyaan Rakho Ustaad ![]()
lol bas ye jo palay paR gaya hai ye bhi ghaneemat hai.
Thanks ![]()
Or Sunao ![]()
Kaisay Ho ? Kahan Ho Or Kiya Ho Raha Hai Bondhu ![]()
Kyu kia sub choTay haiN aap say yahan. ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Kyu kia sub choTay haiN aap say yahan. :)
[/QUOTE]
Nahi Mein Hi Sab K Baad Aaya Hon Yahan GS Par :)
Baat GS kee ho rahee thee keh duniya kee, ![]()
Mein To GS Ki Kar Raha Tha ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by BeWaQooF: *
Mein To GS Ki Kar Raha Tha :D
[/QUOTE]
Acha tu ker lee GS aap nay :p