Daagh
April 21, 2004, 2:54pm
30561
*Originally posted by HeArT HaCKeR: *
good!!! achay bachey hein : halo:
aray wohii waliii :halo : baaaaaaaaaa : halo: khud samajh lein ab :mocking :
w:eek:w that’s cool mujhe kub khila rahay hein apne haath ka pakka howa khana:yummy :
tumhare jaisi achchi bachi ke saath rehkar mein bhi achcha bacha ho gaya
kaunsi waliiiiiiiiiii ???
hmmmm tum jab bhi UK ya India aa jaao mein tumhe apne haathon se khana bana kar khilaonga
moooooooooooooni! yaar na uda mazaaq
*Originally posted by Daagh: *
: D
good good…haan us kambakht Mizaj ko kya hona hai
aur kuch nayi taazi sunao
Yaar daagh bhai, Nayi Taazi ke baaray maiN iss tarha open maiN thoRi poochtay haiN.
Private baataiN haiN na bhai wo tau.
Anyway how are you? Aap apni NAYI aur TAAZI ke baaraiN mut’la farmaiN.
Daagh
April 21, 2004, 2:56pm
30564
*Originally posted by Spiffy Babbler: *
yaar chalen yahin bata deti hoon…yaad hai kal while leaving I told you I had to see dentist aunty
bas wahi saara masla hai…koi pata nahi ab kya hoo! aik to acha bhala dard hoo raha hai aur masla bhi koi choota nahi hai : ( pata hai aik subah 4:30 se uthi hoi hoon jab k raat ko 2 baje k baad soi thii…dard itni hoo rahi thii k neend khul gaye :teary1 :
anyway mujhe choden aap kaise hain?
ohhhhhhhhh
i can understand daant ka dard hota hi aisa hai raat hi mein dard hota hai to abhi kaisa hai dard? any better ?
am fine shine…chal rahi hai zindagi araam se
woh clove (laung) hota hai na woh rakh lo daant par…thoda theek lagega
*Originally posted by Daagh: *
tumhare jaisi achchi bachi ke saath rehkar mein bhi achcha bacha ho gaya : D
kaunsi waliiiiiiiiiii ??? :konfu sed: : p
hmmmm tum jab bhi UK ya India aa jaao mein tumhe apne haathon se khana bana kar khilaonga : D
hehe wohiii na meri sohbat ka aser
woooooooo Ba’hammmmmmmmmmm :halo: ab itne bhhee bachay na banein
wow suchii mein aap pak aajaou na ya meri wahan aanay ki dua kero
How are you Hacker behna?
kaisi ho? aur kya kar rahi ho aaj kal.
Daagh
April 21, 2004, 2:58pm
30567
*Originally posted by Black Mamba: *
Yaar daagh bhai, Nayi Taazi ke baaray maiN iss tarha open maiN thoRi poochtay haiN. :blush :
Private baataiN haiN na bhai wo tau. :blush :
Anyway how are you? Aap apni NAYI aur TAAZI ke baaraiN mut’la farmaiN. : D
ufffff yaar tumhari urdu bahot difficult hai samajh aa jaati hai par sochna bahot padhta hai and mere knee mein dard ke wajah se aajkal sochne mein thodi kanjoosi kar raha hoon
aur private baatein rehne hi do ab
hmmm yaha bhi koi naayi taazi news nahi hai…bas same old life :halo:
mujhe kite uraani nahi atii mazaQ kia khaak uraoun gi :halo:
Daagh
April 21, 2004, 3:00pm
30569
*Originally posted by HeArT HaCKeR: *
hehe wohiii na meri sohbat ka aser : p
woooooooo Ba’hammmmmmmmmmm :halo: ab itne bhhee bachay na banein : p :- |
wow suchii mein aap pak aajaou na ya meri wahan aanay ki dua kero :hula :
yeah yeah tumhare sohbat ka asar
nahi na abhi bhi nahi samjha kuch bhi :halo:
haan waise mein soch to raha hoon ki inshaAllah Pak ka ek chakkar lagaya hi jaaye…pata nahi phir kab mauka mile tum kab tak pahoch jaoge waha ?
*Originally posted by Daagh: *
ohhhhhhhhh : (
i can understand daant ka dard hota hi aisa hai :sma ck: raat hi mein dard hota hai : ( to abhi kaisa hai dard? any better ? :hu g:
am fine shine…chal rahi hai zindagi araam se : D
woh clove (laung) hota hai na woh rakh lo daant par…thoda theek lagega
daagho uncle kissi cheez se farq nahi pad rahaa acc to aunty cavity kaafi deep hai aur oopar se daant k oopar jo vein hai uss pe jab pressure padta hai to aur dard hoota hai…abhi aunty ne aage ki date di to hai dekhen ab uss din kya hoota hai aunty ne bataya thaa k shayed koi lamba chooda kaam karna padega
and daagho uncle SKN told me abhi tak aap ki reports bhi nahi aayen! waise mujhe itna to nahi pata thaa aur kya India jaana itna zaroori hai?? daagho uncle sach pehle theek hoo jayen phir hoo aana na aap ka country kahin bhaaga jaa raha hai na relatives
haan tum to 2 saal ki bachi hoo na
*Originally posted by Daagh: *
ufffff yaar tumhari urdu bahot difficult hai samajh aa jaati hai par sochna bahot padhta hai and mere knee mein dard ke wajah se aajkal sochne mein thodi kanjoosi kar raha hoon : D
aur private baatein rehne hi do ab : D
hmmm yaha bhi koi naayi taazi news nahi hai…bas same old life :ha lo:
ohhh tau aap nayi tazi news ki baat kar rahay thay.
MaiN tau samjha shayad…
Anyway, Knee ko kya hua? Aur sochnay ka kya hai, aqal laRaya kijeye dewar ke saath, theek ho jaye ga sochnay ka process. e.g.
*Originally posted by Daagh: *
: D yeah yeah tumhare sohbat ka asar
nahi na abhi bhi nahi samjha kuch bhi :ha lo:
haan waise mein soch to raha hoon ki inshaAllah Pak ka ek chakkar lagaya hi jaaye…pata nahi phir kab mauka mile : D tum kab tak pahoch jaoge waha ?
haan na
ufff ab agr mae ne naam le liya tu.. :halo: itne logg hein yahan … :halo: bol duun?
mae ap ke Qatar aanay se pehle he Pak chali jaoun gi July mein jana hai mujhe…
Daagh
April 21, 2004, 3:04pm
30575
*Originally posted by Spiffy Babbler: *
daagho uncle kissi cheez se farq nahi pad rahaa acc to aunty cavity kaafi deep hai aur oopar se daant k oopar jo vein hai uss pe jab pressure padta hai to aur dard hoota hai…abhi aunty ne aage ki date di to hai dekhen ab uss din kya hoota hai aunty ne bataya thaa k shayed koi lamba chooda kaam karna padega :crying-:
and daagho uncle SKN told me abhi tak aap ki reports bhi nahi aayen! :mad2-: waise mujhe itna to nahi pata thaa aur kya India jaana itna zaroori hai?? daagho uncle sach pehle theek hoo jayen phir hoo aana na aap ka country kahin bhaaga jaa raha hai na relatives
ohhhh achcha thats sad woh vein ka pain mujhe pata hai…mujhe to nahi hua kabhi…Allah ka shukar but meri housemate hai na Aparna usko hua tha poori poori raat woh bhi jaagti thi
waise tension na lo it will be alright
yeah reports abhi tak nahi aayi hai but it will be fine…I had a word with doctors and unhone kaha ki its okie to travel until i don’t put too much pressure on the leg…so should be fine…and waise bhi mein sirf 9 days ke liye hi to jaa raha hoon to luggage bhi zyada nahi hoga na
Daagh
April 21, 2004, 3:06pm
30576
*Originally posted by Black Mamba: *
ohhh tau aap nayi tazi news ki baat kar rahay thay. :smack :
MaiN tau samjha shayad… :blush :
Anyway, Knee ko kya hua? Aur sochnay ka kya hai, aqal laRaya kijeye dewar ke saath, theek ho jaye ga sochnay ka process. e.g. :frusty :
haan bhai news ki hi baat kar rahe the…tum kya samjhe
knee twist ho gaya yaar waise achcha idea hai tumhara sochnay ka :halo:
*Originally posted by Daagh: *
ohhhh achcha : ( thats sad woh vein ka pain mujhe pata hai…mujhe to nahi hua kabhi…Allah ka shukar but meri housemate hai na Aparna usko hua tha poori poori raat woh bhi jaagti thi : (
waise tension na lo it will be alright
yeah reports abhi tak nahi aayi hai but it will be fine…I had a word with doctors and unhone kaha ki its okie to travel until i don’t put too much pressure on the leg…so should be fine…and waise bhi mein sirf 9 days ke liye hi to jaa raha hoon to luggage bhi zyada nahi hoga na
daagho uncle waise bhi aap shayed apne kissi cousin ki wedding pe jaa rahen hain na??..waise bhi all I can say is take care yaar kyunke ab mujhe pataa chal rahaa hai k tandrusti hazaar ne-mat hai
Daagh
April 21, 2004, 3:08pm
30579
*Originally posted by HeArT HaCKeR: *
haan na : p
ufff ab agr mae ne naam le liya tu.. : halo: itne logg hein yahan … :halo : bol duun? :devi l:
mae ap ke Qatar aanay se pehle he Pak chali jaoun gi : teary1: July mein jana hai mujhe… :bummer :
well kuch hoga to kuch kahoge na :halo:
oh achcha to July se hi waha chale jaoge … good good…kya parhne jaa rahe waha ?
tumhe to kuch kehna hi bekaar hai!