us main to Ismail Tara nay dhoom machaa dee thee
bachpan main dekha thaa.. zayada yaad nahin :halo:
app 50-50 comedy drama keee baat kar rahi hoo ![]()
us main to Ismail Tara nay dhoom machaa dee thee
bachpan main dekha thaa.. zayada yaad nahin :halo:
app 50-50 comedy drama keee baat kar rahi hoo ![]()
hud hai Qasmse ![]()
![]()
khair!!! ap sunaye .. ki haal chaal ai?
![]()
acha acha .. I’ll be serious now ![]()
main kya sunayoon .. mera gala aaj kul kharab hai.. ![]()
wasay.. haal thek hai.. Allah ka shukar hai app… kaisi ho aunty jee??? or bataoo.. hoaa kya ![]()
abb koun koun hai yahan?
Hum Hain :nahnah:
ap serious bhee hotay ho:p
hehe daba doun mae? :halo: aaraaam aa jaay ga ![]()
bus jee kia batein.. raam kahani boht lambiiiiiiiiiiiiii hai
![]()
tum tu hu wo tu patta hai ![]()
^^ pata hai tu pocha kipn?![]()
daago uncle kahan hein:smash:
Allah ka shukar hai.. Gs kay ilawa har jagah serious rehta hoon.. balkay rehna parhta hai ![]()
nain nahin app mut dabaoo.. yeh kishi or ke amanat hai ![]()
app raam kahani naa batain.. main “HINDU” nahin hoon.. aisa naa ho kay.. app ke kahani sub kay.. main OM OM shuru kar doon
mujhay apni choti see kahani bataain.. ![]()
really:o
yea yea pata hai sub :halo:
hehe nai naaaaaaaaaaaaaaaa boht lambii story hai phir kabhi suna dein ge ;)… hehee:D aur kia chal raha hai?
mae bore ho rahi ho n ![]()
jee really ![]()
app ko kuch bhi naihn pata :halo:
mujhay lambi story naa he sunayin .. warna main sooo
jaoon gaa ![]()
bus yar.. aaj kul parahi chal rahi hai.. May 10 say exams khatum ho jayin gay to phir aaya karoon gaa ![]()
bore kyon???
sub pata hai mujhe :o
jabhi tu nahi suna rahi..
ahaaN .. start kub se hein?
ja ker parhein aap:smash: yahan kia ker rahay hain:bailan:
APP ko yeh pata hai “ZEROOOOOOOOOOOO” ![]()
UNDAAAAAA ![]()
acha kar rahi haain
boring sleepy stories ![]()
NEXT Thursday say
lakin mujhay parhnay ke zarrorat nahin.. main parhay bagair exams denay main mahir hoon.. ![]()
yea yea whatever:snooty:
haan haan ap tu cheating kerne mein itnay mahir ho ke pakre hee nahi jaatay
aakhir bachpun se jo kerte aarahay ho :rotfl" ![]()
haan haan .. kuch pata nahin to .. WOTEVA ![]()
Allah ka shukar hai.. kabhi guroor nahin kiya.. Allah nay aisay zabardast tareeqay mere mind main dalay hain.. Cheating kay liye .. kay mut poocho ![]()
wasay.. kaash main kar sakta thori see cheating.. kabhi kabhi aik word kee wajah say.. or aik letter ke wajah say.. answers yaad nahin aatay
lakin yahan par to har class main 3/4 cameras hotay hain.. jaisay hee Cheat Paper nikaloo wisay he security aa jaye gee or app college say bahar ![]()
main aisa karnay ka sooch bhi nahin sakta.. kooa ma khaan mere sari mehnat itnay saloon ke.. pani main chali jayee gee ![]()
tsktsk
bechare shobby uncle:halo: ![]()
waisay hamari classes mein cameras tu fix nahi hein lekin phir bhee mae itnaaaaa dartii hoon k kuch pochtii hee nahi.. aur agr koii poch le tu us ko batatay hoay bhee jaan jatii hai merii ![]()
![]()
main to bohat khushnaseeb hoon ![]()
dil ko bara rakhoo.. or dil khool kar sub ke help kiya karoo
jisko bhi nahin aaye to sub ko bata diya karo.. Parakoo Larki ![]()
yea yea ![]()
hehehe… mae bata diya keroon lekin darr lagta hai na ![]()
Yeah Yeah
++
dar ko goli maroo.. sirf zarrorat mund logoon ke help kiya karoo
sawaab milay gaa
GTG
AllahHafiz ![]()
![]()
yea yea sawaaab ke badlay school se out ho jaoun gi ![]()
ok jee Take care
Tata ![]()