tu pata karo naa :halo:
![]()
kaise hain daghoo bhaiyya?? aur kon saa paan khaane gaye the…meetha ya namkeen? :halo:
wo aa gaye hein khud pata ker lu ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by HeArT HaCKeR: *
wo aa gaye hein khud pata ker lu :p
[/QUOTE]
tumhaare kehne se pehle hi pooch liya :p
![]()
welcome back:hug:
Nancyyy
kaisee ho
![]()
kaisi ho maheeno ? ![]()
paan nahi khana khane gaya tha:halo: and woh bhi pizza ![]()
nancy…how are you? ![]()
te fir? mae kia karoon ![]()
theek thaak ![]()
yaani ke galat info pohanchai gayii hai hum tak ![]()
pizza
mujhe bhi khana hai..karara saa ![]()
brb logo ![]()
mae namaz parh aoun ![]()
dance :halo:
jo jee mei aataa hai..kar lo
ya phir as usual bore ho lo ![]()
theek
maheen jee, i m fine ![]()
thanks bachi ![]()
and meine tumhare 10-15 mins dekh liye :o 2 hours mein wapas aayi ho
Nancy: ![]()
kaise ho?
bye ![]()
ab ye 2 hourz se pehle nahi aane waali :halo:
hehe:D yeah theek karo apne informer ko ![]()
tumhe achcha lagta hai Pizza :o
i hate it…woh colleage ke saath gaya tha usko pizza ke siwa kuch nahi khana tha
larkiyaan and larkiyon ke nakhre ![]()
BRB…mei bhi aati hoon 15/20 mins mei ![]()
sab idher hi rehna ![]()
daaghu bhai, theek hoon. aap kaise hain? knee kaisi hai?
sahi kaha
jab 10 mins keh kar jaati hai to 2 hours lagte hai :halo:
[QUOTE]
*Originally posted by Nancy Drew: *
daaghu bhai, theek hoon. aap kaise hain? knee kaisi hai?
[/QUOTE]
good good :D
knee theek thaak hai ...aaj to office bhi aaya hoon :D
thanks for asking