uffff ho
sorry kis baat ka
mae mazaQ ker rahi thee:crying:
mae ne khaya hee thora sa tha is liye jaldii hazm ho gaya;).. aww ap ziada chal tu nahi rahay na?![]()
aur kamo uncle kahan hai? lagta hai un ka GS se dil bhar gaya hai ![]()
uffff ho
sorry kis baat ka
mae mazaQ ker rahi thee:crying:
mae ne khaya hee thora sa tha is liye jaldii hazm ho gaya;).. aww ap ziada chal tu nahi rahay na?![]()
aur kamo uncle kahan hai? lagta hai un ka GS se dil bhar gaya hai ![]()
nothin bhaiya…
mere dostttttttttttt
![]()
…she is not talking to meeeeeeee
![]()
oho thora hi kyon khaya? pait ab theek ho gaya? ![]()
nahi mein bilkul nahi chal raha…bas sofa par with tele and laptop ![]()
kamo uncle abhi bhi b’ham mein hi hai and aish kar rahe hai apne friends ke sath
pait bus thek hee nahi hota
is liye khana choor dia hai :halo:
good good…![]()
aww chalein ap ki knee sahi ho jaay phir ap bhee khoob aish kerna ![]()
aur aap kia kerte hein sara sara dinnnnnnnnnn? bore nahi hotay?halo:
to pait ka kuch kare na rather than not eating :halo:
haan knee theek ho jaaye to phir ghoomna phirna shuru again ![]()
well saara din kaha aadha din to sota rehta hoon
baaki aadha din tele and music and internet :halo:
kia karoon abhi thori howa hai durd start ye tu 3-4 months se ho raha hai ![]()
wah wah wah koi naik kaam bhee ker liya kerein
![]()
aray haan kul mae ne tere naam (sad) sun hee liya wah wah maza aagaya ![]()
![]()
oho to bhai se checkup karvao na ![]()
arey koi bura kaam nahi kar raha yeh kya kam naik kaam hai ![]()
oh haan tere naam ka woh song is good…woh suna tumne Mann ki lagan from the movie Paap?
bhai kehte hein theek ho jaay ga ![]()
nahhhhhhhh ye kounsa song hai
sunoo gi raaga.com per se ![]()
lekin filhaal tu am going ![]()
Take care Allah Hafizzzzzzzzz ![]()
shaam ko milein ge ![]()
okies talk to ya laters
till then take care and be good
Allah Haafiz ![]()
:french:
![]()
yeh kya ho gaya ?
kia ho gaya? :s
woh smiley ![]()
kia howa us smiley ko ![]()
kuch nahi :halo:
hmmm so what else ?
hud hai bhae ![]()
mae bore ho rahi hoo Daagho uncle ![]()
![]()
nothing new … ki tum bore ho rahi ho:p
![]()
kaise uncle hein ![]()
![]()
chalo batao kya kiya jaaye?
kamo uncle kahan hain ![]()