wah wah kaafi saare log hai aaj to
mein to soch raha tha saare chale gaye :D
so how is everyone doing today ???
wah wah kaafi saare log hai aaj to
mein to soch raha tha saare chale gaye :D
so how is everyone doing today ???
^ me is fine! :Pretty:
jee badhiya lag rahi hai aap :k: ![]()
so how was your day ???
my day was hot! ![]()
yahaan hamesha itni garmi hooti hai na!
aur main ne abhi tak parhna bhi shoro nahi kiya! ![]()
well rabiaaaaaaaaaaaaaa
aapka exam kaisa hua ???
sab theek thaak ???
aur mene kaha tha na mere se GS kiye bina reh nahi sakoge ![]()
okie now me leaving for home…
talk to you all later tonight…aaj to koi kaam bhi nahi hai so dher saare gupshup ![]()
so aa jaana saare raat mein GS par :k:
..koi haal nahi…
…
waisay ye sabzi wale ka shukriya kyoun adaa kiya jaa raha hai ![]()
And congratz on ur 2k :)..![]()
lo? itni jaldi??? ![]()
khair mera exam bohat acha howa..:biggthumb..aur woh kia hai na k GS ko meri aadat pad gaye hai, is liye ana pada…![]()
Mai abhi aye hoon aur aap jaa rahay ho…
Waisay how waz 'Chalte chalte?
![]()
:rotato: koi hai :rotato:
Yeah mee but goin in 5 mins ![]()
kyun, kahan??? ![]()
LOLS ![]()
itsh ok ![]()
btw bohot bohot bohott mubarak ho
![]()
keep it up :k:
chalo aao saare flooders :biggthumb
last message for all flooders....yeh thread ko bandh kar diya jayega otherwise
![]()
dhumki nahi chalay ghi ![]()
achaa…![]()
dont close this thread…![]()
hehehehehe aa gaye saare ![]()
thankssssssssssssss ![]()
emotional blackmailing works ![]()
ok got to go now…
Allah Hafiz all of you…