maheen ka nahi pata ![]()
aur KK apne ghar par nahi hai …woh jaha hai waha se online nahi aa sakte ![]()
maheen ka nahi pata ![]()
aur KK apne ghar par nahi hai …woh jaha hai waha se online nahi aa sakte ![]()
WG ![]()
kaise hai aap?
kya haal chaal? anything interesting?
wiseguy and daagho uncle ![]()
kya hai heartu ?
kuch kaho bhi :halo:
bore ho rahi hoon ![]()
kuch mazay ka karen na ![]()
uffffffffffffff
![]()
ek to tum and tumhari boringness
chalo batao kya karna hai
you suggest
aur tum msn par bhi nahi aa sakte :halo:
insaan kare to kya kare
hehehe bhae kia karein boriat ka aur apna cholii daman ka saath hai ![]()
umm aap yahan he kuch suggest ker ke dussoo na ![]()
aur ye kamo uncle kahan hai ![]()
zara khiyaal ahi hai unhein apni bhatijhee ka ![]()
heheh
haan saath to dikh hi raha hai mujhe bhi ![]()
hmmmm kya suggest karein…poetry? songs? music?
aur bataya na KK apne friends ke sath hai to nahi aa sakte ![]()
wohii na
![]()
uumm mera dil ukta gaya hai sub se ![]()
kuch aur batein ![]()
ufffffffff ab aur kya baatein kare ?
tum topic bhi nahi batate and baatein bhi nahi karta :halo:
mujhe kis ne yaad kiya ![]()
yeh heartu hi pukaar rahi hai tumhe har thodi thodi der mein :halo:
and meine bhi yaad kiya tha but bas thora sa ![]()
![]()
isme itna pink hone ki kya zaroorat hai ![]()
aur dinner ho gaya?
mae ne kissi ko yaad nahi kia ![]()
lo humko kehte ho kaha gayab ho jaate ho
and khud hi gayab rehte ho pata nahi kitni kitni der:halo:
mujhse kaha kuch?![]()
![]()
kab ka…ab tu yeh bhi yaad nahi ke kiya khaya :halo:
aap ne kar liya???
![]()
jhoot bole kawwa kaate
![]()
nahi woh kaale peepal ke tree wali churail se ![]()
![]()