ahaaaaaaaaaaan mubarak ho ![]()
mithaaai kahan hai ? ![]()
ahaaaaaaaaaaan mubarak ho ![]()
mithaaai kahan hai ? ![]()
Achaar ![]()
I M Still Single ![]()
But Looking ![]()
yea yea sub pata hai kio aatay ho ![]()
hehe suchii mein? ap ki Mama marein gee tu nahi ![]()
Mithai Mujhey Nahi Tumhien Khilani Chahiye ![]()
![]()
ohh jabhi ap ko dukh hai aas paroos mein aunties ke honay ka ![]()
phir koi milii nahi ab tuk? :halo: ![]()
![]()
Jab Pata Hai To Phir Bachi To Na Na Hui ![]()
Haan Nahi Ziyada Nahi Bas Kabhi Jharu Or Kabhi Bailan Un K Hath Mein Hoga ![]()
Kahan Yaar ![]()
Ab Dekho Aik Aayi To Hai ![]()
mae kaise khilaoun.. mujhe kia pata ap ko koun si mithaai pasand hai ![]()
Nancyyyyyyyyy ![]()
how r u ![]()
Welcome ND ![]()
How R U Dost ?
main theek hoon, aap sunain
koi naiy taazi, ya sab baasi purani? ![]()
heheh ap mae kia boloon ![]()
hayee Allah aunty se kehna na k wo mujhe pyaar se samjhayein na ke maar maar ker:bummer:
[QUOTE]
*Originally posted by BeWaQooF: *
Welcome ND :)
How R U Dost ?
[/QUOTE]
i'm fine. aap kaisey hain? :)
Mujhey Ras Malai, Habshi Halwa, Qalaqand, Or Gulaab Jamun ![]()
I M Also Fine By Grace Of Almighty ALLAH :swt:
ahaan.. Best of luck jee ![]()
Nancyyyyyyy nayee tu koi baat nahi.. sub purani hee puranii hain
tum sunao.. tumhari taraf kuch nayee tazee baat hai? ![]()
tu ja ker kha lein na :halo:
![]()
![]()
HH, itni udaas na hon
, meri taraf tou sirf aaj ki date new thi, aapki taraf bhi new hi hogi, hai na :Pretty:
Pyar Se Samjhanay K Liye Un Ka Beta Hai Na ![]()
Ager Pyar Se Nahi Samjhi To Phir Mein Mama K Paas Fwd Kar Donga ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by HeArT HaCKeR: *
ahaan.. Best of luck jee :p
[/QUOTE]
Tusi Bas Dekhtay Jao Jee ;)