K_Khan
April 6, 2004, 3:24pm
27181
[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *
yaar mazai nahi hai :(
knee ka aur bhi bura haal hai...
so kar to 10 baje hi uth gaya tha then baitha raha thode der then bore ho gaya to office aa gaya :(
[/QUOTE]
yanee itna kharab haal hai kai 10:00 bajai ghar se challai aor aik bajai office aaye!!
you should see a Dr, mate. verna larke haan naheen kahai ge koe ;)
K_Khan
April 6, 2004, 3:25pm
27183
mai theakh thaakh Allah KA shukar hai… tum sunnao kia chal raha hai aaj kal?
WiseGuy
April 6, 2004, 3:26pm
27184
I am fine shine aap kaisee hain?
Mein Bhi Bilkul Theek Hon Allah :swt: K Fazal Se
Kuch Khas Nahi Bas Wohi Office Or Institute
*Originally posted by HeArT HaCKeR: *
Nahi naaaaaa mae khala nahi …:bu mmer: mae tu chotiii sii hoon :gru mpy:
hayee Allah..:no no4: ooper jayein mere dushman :clo wn: : D
Chup Itni Bari Ho Kar Roti Ho Khala
Dushman Bhi Jayeingey Or U Ka Number Bhi Aayega
barii jaldii reply kia hai :halo:
me fine shine.. ap sunao?
kia ho raha hai
*Originally posted by BeWaQooF: *
Chup Itni Bari Ho Kar Roti Ho Khala :bai lan:
Dushman Bhi Jayeingey Or U Ka Number Bhi Aayega ; )
daagho unclee dekhein na ye mujhe khala keh rahay hain
Allah ap ko kia mae itnii burii lagtii hon
K_Khan
April 6, 2004, 3:34pm
27190
ok..
jao
Tata
BAta
FATA
Allah HAfiz
WiseGuy
April 6, 2004, 3:36pm
27192
*Originally posted by HeArT HaCKeR: *
barii jaldii reply kia hai :halo:
me fine shine.. ap sunao?
kia ho raha hai
hehe,
I told you I am very busy these days. bas salaam kia aur phir busy ho gaya, now its lunch time tu phir say yahan per. Bas jee kaam kaam aur sirf kaam hee ho raha hai aaj kal. aap sunaai kia ho raha hai?
K_Khan
April 6, 2004, 3:36pm
27193
*Originally posted by HeArT HaCKeR: *
aatii hai aisee… easy easyy walii :D.. wo jo mushkil wali hotii hai wo sarr ke oper se guzar jatii hai
chuddu? chuddu kia hota hai:konfusd:
theek thaak nahi hain.. bore ho rahi hon
papers achay hoay na
phir gud news kab sunna rahe hu 90% marks walle .. .
Physics ka paper kaisa huwa???
WiseGuy
April 6, 2004, 3:37pm
27194
[QUOTE]
*Originally posted by Kamran-Khan: *
ok..
jao
Tata
BAta
FATA
Allah HAfiz
[/QUOTE]
Tata and Bata tu mashoor companies hain na. :p
*Originally posted by WiseGuy: *
hehe,
I told you I am very busy these days. bas salaam kia aur phir busy ho gaya, now its lunch time tu phir say yahan per. Bas jee kaam kaam aur sirf kaam hee ho raha hai aaj kal. aap sunaai kia ho raha hai?
yea yea :halo: pata hai kitne bz hotay ho
aur sunaye.. kia chal raha hai
akele akaile hee kerna lunch
WiseGuy
April 6, 2004, 3:40pm
27199
*Originally posted by HeArT HaCKeR: *
yea yea :halo: pata hai kitne bz hotay ho
aur sunaye.. kia chal raha hai
akele akaile hee kerna lunch
Aray bataya na kaam chal raha hai.
Aur akelay hee hain aap join kerlo mil ker khanay say barkat hoti hai. so come and join me.
K_Khan
April 6, 2004, 3:42pm
27200
tu aaj kal kiyaa kur rahe hu… bore hoonai kai ilawa..