![]()
sahee he tu keh raha houn… kia aa gai log wapis Israel se???
nahi pata yaar ![]()
India se aane ke baad bas ek hi to baar gaye the apan dono…
… text bhi naheen kia??? ![]()
nahi yaar ![]()
mein bhool jaao use ab yahi munasib hai
magar bhulana bhi chahoon to kis tarah bhooloon
keh woh to phir bhi haqeeqat hai koi khwaab nahi ![]()
Muskura Do Zara Khuda Ke Liye
Sham-e-mhafil Mein Roshni Kam Haai
Ban Gaya Hai Yeh Zindagi Aab To
Tuj Se Bechard kar Hume Tera Gam Hai … ![]()
![]()
zindagi aur maut ka matlab
tumko paana hai tumko khona hai ![]()
kuch na kuch to zaroor hona hai
saamna aaj ‘unse’ hona hai
woh kahege…
uth ke mehfil se mat chale jaana
tumse roshan yeh kona kona hai ![]()
![]()
isi ghazal ka ek aur sher bhi yaad aa gaya
itna darrna bhi kya hai duniya se
jo bhi hona hai woh to hona hai :D
abb mai kiyaa kahoun … sir ye he keh sakta houn
Hazaaron Khwahishain aisee Kai Har Khwahish Pai Damm Nikle
Bohot Nikle Mere Armaan Lekin phirr Bhee Kam Nikle
Nikalna Khuld Sai Aadam Ka Sunte Aayain Hain Lekin
Bohot Be_aabru Hokar Terai ** Kooche** Sai Ham Nikle … ![]()
![]()
very very apt ![]()
abhi ghar par baat kar raha hoon…will reply laters ![]()
am leaving for home
will txt u before leaving…pahoch jaana refectory ![]()
…
okie mate… I’ll wait .. ![]()
![]()
![]()
will be leaving in 15 mins ![]()
![]()
KK and me here ![]()
… :rotato:
![]()
kia hal hain je??
wa alikum asalam ![]()
hum bilkul theek thaak hain, aap sunain?![]()