![]()
![]()
Salaam,
KK Bhai aaj ghoom nahee rahay like this :rotato:
Daagh jee Salaam…
w’salam WG
kaha ho dost…kaafi dino baad dikhayi diye ho ![]()
sab khairiyat ?
WG… kia haal hain janab kai?
:rotato:…
Jee Daagh jee kuch masroofiat rahee guzishta dino, isi wajah say na aa saka online. aap sunain sub khairiat hai na. ![]()
Alhamdo Lillah khairiat hai, aap sunain kaisay haal chaal hain janab kay?
Lolzzz KK nay rotato bund kia tu aap shuru ![]()
![]()
![]()
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Jee Daagh jee kuch masroofiat rahee guzishta dino, isi wajah say na aa saka online. aap sunain sub khairiat hai na. :)
[/QUOTE]
oh achcha :(
phir bhi aate jaate raha karo yaar :)
![]()
kaise mizaj ???
weekend ke kya plans ? Kingston ??? ![]()
…phir kingston…
…am at work naa
am theek thaak…![]()
sat ko at work…sunday ko to nahi na ![]()
good…abhi to study break hai na ? to kuch different nahi kar rahe ?
agar aaj hi karnay hain to yeh thread sab se best hai:k:
kya khayaal hai;)
[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *
oh achcha :(
phir bhi aate jaate raha karo yaar :)
[/QUOTE]
Jee zaroor. :)
[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *
sat ko at work...sunday ko to nahi na :-|
good...abhi to study break hai na ? to kuch different nahi kar rahe ?
[/QUOTE]
sunday ko busy hoti hoon naa ghar pe...:(
study break kaha...that was 2 weeks ago...
…koi haal nahi
mujhe pata hi tha ki yahi kehne wale hi
![]()
oh achcha study break 2 week pehle tha ![]()