Where are you ...

yaha bhi allah ke shukar se sab under control hai :smiley:

so what plans for today apart from GS ???

yeh ankhoon ko kia ho gaya :eek: chchc pehle ja kar ankhein theek karva lein, sara khoon ched gaya hai ankhon per…:eek:

aray me tu girati nahi oil gir jata hia :stuck_out_tongue:

[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *

thank you betaaaaaaaaa :D
[/QUOTE]

theek hai theek hai abba jaan :D

kyun? oil k paoun hain kia jo woh khud chal kar gir jata hai? :eek:

dada jaan kaho :smash:

:hehe:

nahi na paoon nahi hai bus hathon se
:stuck_out_tongue:

:smack: kuch khaana aap khud bhi khaa liya kare…dekho kaise chidiya jaise ho gaye ho :stuck_out_tongue:

dada jaan kyun ? :eek: woh tu abhi aap se bohat chotay hain :rolleyes:

chchch yehi tu, hath paoun se nahi..mun se khana khaya karo naaa :smack:

:rotfl: :rotfl:

okie okie well ab hum itna jee gaye yeh allah ki marzi :smiley:

ok ok Bari B…acah tu dsoton hum chaltey nashta bula raha phir baad main miltey utni dair ap raaz ki batin freely kar lo specially daagh g
:stuck_out_tongue:

aap ki aankhain bhi anday ki tarah kyoon ubal rahi hain…:p…

:love:…

:rotfl:
Allah ka shukar hai k us ne aap ko bardasht karne k liye hamey bhi himmat dey di thi..warna hamara pata nahi kia haal hota :silly:

kaunse raaz :konfused:

okie talk to you later…and have a happy meal :smiley: :wave:

ok theek hai.. tata :wave:
aur budhey miyan ā€˜raaz’ ki nahi ā€˜Chalte chalte’ ki baatein karein gay :wink:

rabiaaaaaaaaaaaaaaaa

aapka revision ho gaya ????

kal ke exams ke liye confident ????

woh aap ki ankhoon ka hashr dekh kar khudi ubalna shoro ho gayeein…dekhein abhi tuk ubal raheen hain :eek: aap ilaaj karva lein pehle ja kar…

heheh aapko bari b keh rahe :rotfl:

i think she should call you Bari Bee :mocking: gunnnnnn gunnnnnnn gunnnnnn

budhey miyan…urdu ka exam hai zyada revision ki zaroorat nahi hai..bus eik dafa padhna tha, woh abhi adha padha hai..raat ko baqi padhoon gi..bus eik story padhni hai aur kaam ho jaye ga :hula: