u kum kum:D
theek thaakkk apsunaye ![]()
KK uncle haan bus bloody hai :halo:
u kum kum:D
theek thaakkk apsunaye ![]()
KK uncle haan bus bloody hai :halo:
berhi jeldi yaad aaya:hoonh:
aur kahan hona hay ![]()
log to mazay ker rehay hon gay ![]()
wow mujhay to kuch ziadah hi theek thak lag rehi ho Mashallah ![]()
main waisi ki waisi ![]()
sabh se pehllai yahee yaad aaya jabhi tu yahan aaya ..
abhi tu washroom bhi naheen gia, bed pur he laptop lai kur baitha houn .. ![]()
mazzai tu karain gai kuch dair mai… Daagh mian tu abhi tak su rahhai hain, jab uthain gai tu jaon gaa un kai ghar…![]()
HH: abhi abhi nikalla hai na bahir bloody tu hu ga he… ![]()
PS: Move mouse pointer on it and see what happens
yeahhhhh
aj mae bahir gayee thee na ![]()
aww kia howa?![]()
pehle wash tu ker letay
ayween post ker diya
![]()
ps. arite :halo:
han takkai loug ussai bhoun kur namak mirche lagga kur khaa jaatai .. ![]()
ewwwww usay koun khay ga :yukh: ![]()
p.s
kia bonga heart hai ![]()
me leaving ![]()
![]()
take carezzzzzzzz:hug:
bonga heart boulla .. wo bhi Hacker he nai … ![]()
chullu jao physics ke practice karu .. ![]()
Allah HAfiz
awwwwwwwwwwwwww thankoo KK ![]()
showwwwyyyyyyyyyy office main hoon na is liyai aisi ho rehi hoon ![]()
phir kia planss hain aaj ![]()
HH :tc ![]()
ye kangroo kis ku boulla.. ![]()
ok mai jatta abhi .. breakfast/lunch karoon
aaata houn kuch dair mai .. ![]()
koe plans khass naheen, going to see Daagh, will cook Nihari, and will play on X-Box
wow tum dono to bohet sugherh ho ![]()
ve fun ![]()
@ sugherh … kabhi aao yahan tu patta challai kitna houn… ![]()
![]()
![]()
kaise hai sab log ???
salaam
…
waus up ?
mei trying new pasta dish :p…n ghar ke kam sham
…
Daagho Mian to hain ![]()
aur tum un logon main say ho jin k baray main kaha jata hay
“Ungli ketwa ker Shaheedon main naam likhwanay walay”![]()
Daaghoo Mian: ![]()
hum to theek hain aap sunain niend poori ho gaye ![]()
wow:yummy: …Sandooooooooooo meray liyai bhi bena do plzzzzzzz ![]()
![]()
aaj phir paasta
kuch to naya kha liya karo kabhi…zyada paasta khaane se aapke baal pasta kaise ho jayege ![]()
**Smillyyyyyyyyyyyyyy:**allah ka shukar hai sab theek thaak…aapka dina kaisa jaa raha hai ? bore to nahi ho rahe na…
haan jee neend poori ho gayi hai…subah 7:00 to 12:00 tak i got 7 ohone calls
and ek bhi woh wala nahi jika mujhe intezaar tha ![]()
AWWWWWWWWWWW ![]()
aa jayai ga bai to adha din perha hay ho sekta hay k ho hi na reha hoo lines busy hon ![]()
main bore to nehi ho rehi ![]()