Where are you ...

hawwwwwww hayeeeeeeeeee sapnaaaa yaad nahi hai inhey??? :eek:…jis k saath itna arsa rahey..kuch din India jane k baad kaise bhool gaye sapna koo??? HAAAAWWWWWWW HAYEEEEEEEEEEEEE…yeh dunya yeh mehfil sapna k kaam ki nahi..oh nahi 1 min 1 min…sapna nahi SAPAN…smack..wohi wohi…milta julta tu hai na naam..pata lag jana chaye tha..oh ho per mein tu bhool gaye k ishara aqalmund k liye kafi hota hai Daagh k liye nahi..halo..

koi zaroorat nahi hai PM karne ki..mujhe aap ki PM nahi chaye..keh diya na bus keh diya..:hoonh:

aur haan Kal ho na HO dekhi, Munna bhai dekhi…Mein madhuri dixit bana chahti hoon dekhi yukh..zaherilii tareen film hai MMDBCH…yuuuuuuccccccckkkkkkkkkk…mut dekhna..khabardar j dekhi bailan…per munna bhai hahahahah bohat achi hai..aur KHNH tu khair hai hi achi UN ki waja se…aur serials tu wohi hain sare..per hum ne star plus bund karva diya hai..bataya tha na? agar batay bhi tha tu aap ko kaun sa yaad hoga..buzurg logoon ki yaadasht waise bhi kamzoor hoti hai :halo:…

Munnnnnnnnneeeeeeyyyyyyyy hello shelloooooooooo..kaise hooo :bailan:…kia ho raha hai munney…

lo…kehte hain k deir aye durust aye..per yahan tu deir aye ghalat aye..:mad:..rehm dili jaag chuki hai meri..ab woh keh rahi hai k agar yeh log itna rok rahey hain batane se ru tuk jao..na batao :bummer:…tu ab nahi bata rahi mein..rehm dil jo hoon mocking

pari pari sun rahey hain??? Maheen k bare mein agar yeh suna hai tu bilkullllllllllll ghalat hai..chi chi..kulli kar k aao..aisa ho hi nahi sakta pariyaan Kali Maata k roop mein nahi utarti..per agar mere bare mein suna hai tu chalo kabhi tu koi saath baat sunni :halo:…:stuck_out_tongue:

Kingston wale motay nahiiiii???/ :eek:…kiaaaa??? aap tu waqayee andhey ho gaye hain…ya phir motay logoon ne rishvat di hai itna bhayanak jhoot bolne ki..ankhein khol kar dekhain 1 tu office mein hi nazar aa jaye ga :halo:…

:rotato:

kahan gaye thi tum jahill:bailan:..tik kar beithna mana ho gaya hai..bechain aatma :mad::bailan:

oh haan woh mera housemate Sapan, hes fine shine…and Aparna bhi achchi hai…haan bechare akele reh gaye the for 8 weeks kehte hai ki itna boring tha sab kuch mere bina yaha…mein to ghar ki jaan-shaan tha…and mere bina ghar veeeeeraaana ban gaya tha…Ramsay ke movie ke set ki tarah…but ab mein wapas aa gaya hoon to jaise chaman mein bahaar aa gayi hai :smiley:

oh yeah Kal Ho na Ho is very good humne 2 baar dekhi…kaafi achchi thi and for the first time SRK ki overacting nahi thi…aur Munna bhai was wonderful MMDBCH to dekhi bhi nahi and dekhna bhi nahi hai naam se hi boring hai and i don’t like madhuri as well so one more reason for not to see the movie…

aur serials to meine saare dekhe india mein ghar par…smack mom roz dikhati thi…aur majboori mein ghar par hi bed par padhe padhe wahi dekhta rehta tha :frowning:

logoon logoon..mujhe forun jana hai abhi..akhir aa gaye hai mujhe..:eek:…bye shye…takecare vakecare kehne ka tame nahi hai..choro waise bhi kia karo gay kar k :snooty:..

Allah hafiz…shayadddddddd mein wapis aaoun…aur ho sakta hai k na bhi aaoun..:snooty:..

bye shye..:wave:..

mei bilkul :mudhosh: feel kar rahi hoon…Allah mujh ko bachaye…

amii ne bulaya tha naa :(… achaa ab tum kaha jaa rahi ho :bailan:…anewayz…take care…Allah Hafiz :hug:

okies jee…allah haafiz

take care and hope to see ya again sooooooooooon

:wave:

ja rhee hu!!! chullu mere aankhoun ku kuch aaram millai ga.. :mudhosh: hu rahee hain abb tu ..
Take care wake care tu hum kurain gai he chahai Loug uch bhi kahain .. han Log Take care bilkul na kurna …:nono:
baad mai phir aao ge.. :smack2:
Chullu Bye Shy
Allah HAfiz

mujhko welkum bhi nahi kiya kisi ne :snooty:

aap to humare liye gaye hi nahi the na…yahi thi humaare saath :smiley:

PM ka reply kia … :expressionless:

ahem ahem

bas 10 mins ke liye bhi jao to PMs…aur mein 2 mahine ke liye gaya tha to ek PM bhi nahi :crying:

:expressionless: :expressionless: :expressionless:

yeah ditto

:rotfl:

arey hamari kiya baat hai :snooty:…hum special log hain :smiley:

:stuck_out_tongue: :stuck_out_tongue: :stuck_out_tongue:
:halo:
PS: nahnai nahnai Armaan .. :hehe:

haan special log :smiley:

aap aa rahe ho milne upton park? agar haan to hum waha ka plan banaye or else we will go to Southall :rolleyes:

hello.. Rabiaa baji.. kuch nahin ho raha :stuck_out_tongue: