fine shine tine ![]()
tum sunaoooo
aur aaj job par nahi gaye ??? ![]()
fine shine tine ![]()
tum sunaoooo
aur aaj job par nahi gaye ??? ![]()
hum bhi theek ![]()
mei Sunday ko job pe nahi jaati…sirf Sat ko jaati hoon…aur agar jaati bhi hoti tu aaj kabhie naa jaati…aaj tu Eid hai naa ![]()
waise ‘LOGOAN’ se baat hui??? aap ke India jaane ke baad bohat kam online aye the wo…balke beech mei tu kaafi der aye hi nahi ![]()
oh haan aaj to Eid hai…but me feeling bored and sad:( saare ghra walo ko miss kar raha hoon… ![]()
well LOGOAN se kal shaam baat hui thi abhi to so rahe hoge na
shaam mein aayege ![]()
oh achcha gayab ho gaye the GS se ![]()
Mai inn logoan ki nahi ‘UN LOGOAN’ ki baat kar rahi hao…
…hint doon??? wo naa…ye naa…mei naa…basanti…kuch yaad ayaa :p..![]()
waise Eid waale dinn bhi koi sota hai
… yaha tu sab bowling pe gaye hoey hain…i stayed at home so can come on net :D…shaam ko phir busy ho jaoon gii naa…
aww…tu aap eid India mai guzaarte naa…1/2 dinn baad aa jaate…![]()
oh achcha :D samajhaaaaaaaaaaaaaaa
well already i am 1 week late...so aur nahi ruk sakta tha na...
[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *
oh achcha :D samajhaaaaaaaaaaaaaaa
well already i am 1 week late...so aur nahi ruk sakta tha na...
[/QUOTE]
haan naa...tu phir unn se baat hui kiya? :D
nahi hui na baat :(
haan to bataye aapko gussa kyon aa raha hai ??????????????
gusse ki wajaa mai ne apni thread mai batayii hai…
![]()
achaa…am going now..![]()
Allah Hafiz…
…& take care ![]()
okie jee allah haafiz
talk to ya soon ![]()
Eid Mubaruk Daagh jee ![]()
Eid Mubarak aapko bhi smilly jeeeeeeeeeeeeeee ![]()
kaise mizaj ? anything interesting ???
mizaaj achay hain shuker hay Malik ka ![]()
guests thay abhi gayai hain thorha sejkoon houa hay KK ka becha to aaj lag reha hay k ghorhay baich ker so reha hay:smack:
aap sunao becha ziadah udaas to nehi??![]()
haan KK to lagta ghorey, gadhey, bakrey sab bech kar so gaya hai
hmmm so what else happening around you ????
:rotato:
aaiye aaiye
welcome back :D
kya khaya aaj aapne ? mujhe to bhook lag rahi hai abhi :(
…about half 12 halwa, poori & channe khaye the
…saath mei chicken ke kabab the…but wo nahi khaye…
ab shaam mei biryaani aur pata nahi kiya kiya hai
… aap idher aa jao naa…mei ne logoan ko kaha bhi thaa ke aap ko kahein sunday ko meri taraf aanaa…
Kuch khaa lein naa ![]()
sachchiiiiiiiiiii aa jaaye khane ???
well kuch khane ke liye kuch banana bhi to padhega na aur ghar mein kuch hai nahi
well ghar se kuch cheeze laaya tha wahi khaa kar timepass kar raha hoon ![]()
aur logon ko to kuch kehna hi bekaar hai ![]()
namastey..eid mubarak and welcome back..![]()
kesay hain kahan hain kia haal hain..am not fine ![]()
, namaste and Eid Mubarak to you too..
hum theek thaak hai and bas apna jet lag utaar rahe hai…
aur aapko kya hua ??? ![]()
:D kisi devil se raat wasta para....and stomach flu...:(