koi nahi jee…humari company aur wo bhi boring…koi nahi ![]()
Jasoosoan ko tu mei khoob achii tarah poochoon gii ![]()
![]()
koi nahi jee…humari company aur wo bhi boring…koi nahi ![]()
Jasoosoan ko tu mei khoob achii tarah poochoon gii ![]()
![]()
LOLSS
to phir main bhi GUPSHUP roz roz aana chorh doon:rolleyes:
salam ![]()
kaun gupshup chor raha hai aur keon ![]()
WASALAM
jeetay reho,khoosh reho ![]()
filhal to koi nehi chorh reha KK keh reha tha k “Qader kho daita hay roz ka aana jana” ![]()
Thanx ![]()
aap bhi hamesha khush raho , Ameen :k:
good kisi ko jana bhi nahi chahye aur kk bhi nahi ja sakta wo alag baat hai k kk bhai ka kaam aaj kal ziyada ho giya ho
is liye wo kaam per ziyada dhian dene lage hoo.n ![]()
aur how is going job smilly ?
yo yo yo logoun… …:rotato:
kya hai logooun ??? :-| :-| :-|
aao thakur aao…
… tang kaisee hai abb … ![]()
![]()
taang ekdum fit ![]()
aap suanye kya haal chaal ?
salam daaagh bhai how r u ?
i m now going Allah hafiz
take care all
Umar
allah haafiz ![]()
Allah ka shuker hay sub theek chal reha hay hamaisha ki terah ![]()
KK ![]()
Daghoo Mian: ![]()
Smilyyyyyyyyyyyyyy ![]()
kaise hai aap ? anything interesting ?
yaha bhi sab theek thaak ![]()
shuker hay Maik ka ![]()
intresting ![]()
hmmmmmmmmmmmmmm
filhal to kuch nehi ![]()
aap sunao …Dil Lag gaya ![]()
well aap waito na
well dil ka kya hai lagaana hi padhega na ![]()
aur aapne lunch kiya ?
WOHI KER REHI HOON AUR INSHALLAH KEROON GY KION K “saber ka phel meetha hota hay”
![]()
wow … kis per Ahsaan ker rehay ho “LAGAANA HI PADHEGA”
such kion nehi kehtay k "Dil to hay Dil; Dil ka aitbar kia kijiyai "
jee Lunch bhi ker lia …aap to ab dinner ki tayari ke rehay hogay:)
meee back… ![]()
aap ko ghuma ker … aap ko peechey sey football ki tarah kick lagaing…
WELCOME ![]()
![]()
hmmm… best place to sleep…make some room for me…![]()