…mei behosh hone lagi hoon…
…kaise hain daghooo bhaiyaa…![]()
…mei behosh hone lagi hoon…
…kaise hain daghooo bhaiyaa…![]()
WASALAM
![]()
kaisay ho jeeeeeeeeee ![]()
![]()
I M Fine Shine Zakhmi Umar ![]()
U Tellz Jiger Kaisa Hai
.
heheheheh
arey behosh nahi hona please…waise will be leaving in another 10 mins or so
aunty ke ghar dinner ka invitation hai…![]()
hum to theek thaak hai aap sunaye kaise ho ? aur meine suna ki aapka woh middle east wala trip cancel ho gaya ![]()
hello shello jeeeeeeeeeeeeee ![]()
aapka pm mila…will reply tomorrow ![]()
aap sunaye kaise ho ? hum to ekdum theek thaak…so all set after your longggggggggggg trip to Pak ?
…![]()
take ur time ![]()
Allah ka shuker hay theek thak…aap mujhay kuch ziadah hi theek aur busy lag rehay ho ![]()
KK ![]()
aaj tu chourdai chourdai loug online hain .... wah bhai ...;)
thanks
well ab ghar par hai and saara din bas dawatein chal rahi hai to aish to hogi hi na ![]()
aur busy to hum kabhi the hi nahi ![]()
chalein agar itni thori der ke liye online aye hain tu behosh hone ka programme filhaal cancel ![]()
mei bhi theek…:)…haan trip cancel ho gaya…akeli jaane ko jee nahi chah raha thaa :D…waise log saari reports pohanchaa dete hain ![]()
aur Daghoo bhaiyaa..phir mithaai kab khila rahe hain ![]()
haan humare jasoos kone kone mein faile hue hai :D
well mithai khaane ke liye bas thoooooda sa intezaar aur :D will keep you posted...:D
arey to akele jaane ki kya zaroorat thi....kisi ko saath le jaate na...waise ab to aap India bhi aa sakte ho na...ab to saare roads, rails, air sab kuch possible hai :D
![]()
Aao Aao Daagh Ustaad ![]()
Suna Hai Teesri Kar K Aa Rahay Ho ![]()
Mein Theek U Tellz Jani :).
Or Khuda Ka Wasta Hai Ab To Isay Hata Do A Suitable Boy ?!?! ![]()
lo tum to teesri par hi tokne lag gaye yaar :(
arey kuch final ho jaye to mein title bhi change kar dooga :D
Ah Haan “DAWETEINNNNNNNNNNNNNNNNNN” intresting ![]()
kia baat hay ![]()
gher main sub khairiet hay na ??![]()
MITHAIIIIIII:eek:
well ghar aap to wahi chalta rehta hai …kal poora din didi ke ghar tha khana khane and mauj masti…
ghar mein sab theek thaak…alhamdo lillah
mithai ki baat abhi nahi baad mein bataoga ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *
well ghar aap to wahi chalta rehta hai ...kal poora din didi ke ghar tha khana khane and mauj masti....
ghar mein sab theek thaak...alhamdo lillah
mithai ki baat abhi nahi baad mein bataoga :D
[/QUOTE]
zerooooooor..........................hosekta hay aap k haan ki mithai khanay say yahan bhi kuch ho jayai :D
Yani Abhi Tak Qualify Round Hi Khail Rahay Ho
.
KOi bhi mere saath jaane ko tayaar nahi tha naa ![]()
Jasoosoan ko tu mei poochoon gii ![]()
haan ab tu sab kuch khulaa hai..:D..magar pehle Pakistan tu pohanch jaaooon naa ![]()
bas ab jaldi jaldi mithai khilain…Laddooo ![]()
![]()
haan jeee anything is possible ![]()
achcha ab hum chalte hai
allah haafiz ![]()
ohhhh to aap itnbe boring company ho ??? ![]()
haan pehle pak aa jao phir India ![]()
aur jasooso ko kuch nahi kehna :nono:
achcha ab hum chalte hai
allah haafiz ![]()