Where are you ...

yane Hud hu gai NikammaiPan ke…:hoonh:
hum u samjhtai thai DunyA mai sirf ik hum he hain, magar lagta hai Aor bhi hain iss bharee dunya mai Humarai siwaa.. :expressionless:
Jharna se he kaal chulla laittai hain, agar qismat mai huwa tu nam bhi patta chull jai ga… :frowning:

ye jharna kisi GAri ka name hia..jisay chalain gain ap :stuck_out_tongue:

gari se yaad aia aj hamara accident huwa kisi ne pechay se mari gari aur lagta hia gari total ho gaye :teary2: new gari thei

:eek: kab huwaa… kasie huwaa… aap tu khairiat se hu na??? waise back kurtai huwai peechai dekh laite hain … :hoonh:

aj shaam main huwa aur kesay huwa red light pe khari thei kisi ne a k mari peechay se wesay me cahlti road per back gaer nahi lagati acha :teary1:

Dil hi nahi karta , Dil tu Pagal hai u know is liye dil ki batien kam hi mana karo :slight_smile:

acha tu kaaam karna hota hai ziyada , itna bhi kiya kaam k insaan bilkul hi na khayee , hum log kaam karte hien acha pehn-ne aur acha rizq khane k liye is liye khana zroor khaya karo haa.n thora kha liya karo na *Sherni ki tarah her waqt na khati raha karo jo neend aa jaye

(Caffine) pehli dafa naam suna hai

Sick haa.n tu jab khao gi nahi tu Sick hi ho gi na

Ek tu aaj kal ki larkion ko Dieting ka bhi buhat shoq hai na :smiley:

*Guppan

Aslam Alekum :wave:

how r u all :hug:

:wave:

:wsalam:

:WAVE:

KIA HAAL HAI JI SAB KA

how r u ?

aamir i m fine tum sunao :hug:

mein bhi theek hoon idher kia ker rahay ho :hoonh: udher aao na :wink:

udhar kiya hai jee :blush: aur idhar kiya nahi hai :smiley:

Daggo bhuuyyaa aapko mera aur Naazi ka salam…:wave:

:salam:

Wa Alaikum Salam

KK kia haal hai ??

:rolleyes:
Wassalam KK…kidaaaan?

Allah KA shukar, aap sunnao burdai din baad aana huwaa!

bus kiya hei na keh…life mein tension bohut bhur gaye hei…:rolleyes:…aaj soucha keh kuch upne logoun se baat hou jaye…:smiley:

wanna flood?..:smiley:

[QUOTE]
*Originally posted by Aashi: *

wanna flood?.....:D
[/QUOTE]

come on :p

my pleasure…:devil:
so where do we start?..any hot topic?..:hula:

the topic is, disadvantages of flooding … :devil: