Khair Mubarak:hug:
WASALAM
Allah ka shuker hay…aap kaisay ho ??
khair mubaruk ![]()
waisay Eid hay kub ![]()
nayee tazi koi bhi nahi bas Eid ki waja se her taraf ronaq hi ronaq hai aur her chehra khila khila nazar aa raha hai ![]()
![]()
kia haal hain smilly jee:D
MashAllah thats good:)
chalo jaldi apnay 4k karo:bailan:
phir eid ka maza dobala hogaye ga;)
![]()
sab log kahan gaye bhai:konfused:
i m fine ![]()
Pak mien Eid Wednesday ko hai 26-Nov
mien peshgi Mubarakbaad de raha hoo.n , u know Eid walay din tu net nahi use kar saktay na ![]()
koshish tu poori hai per time kam hai ![]()
mera dost aa giya hai abhi us k saath shoes lene bhi jana hai ![]()
waisay i will try k aaj ki date mien 4k kar loo.n ![]()
wasalam
Allah ka shuker hay aap kaisay ho kidouu ![]()
Eid kub ho rehi hay ?? ![]()
kaun se log ? ![]()
mein bhi fit:k:
no idea yaar bas horahi hai itna pata hai;)
![]()
Acha jee mien tu chala
Allah Hafiz ![]()
c u 2morrow Insha Allah ![]()
bye and take care
![]()
take kare!
apnay 4k yaad se karlena:D
bohet acha ker rehay ho…thx again ![]()
abhi confirm to nehi hay na , ![]()
lolss
yeh BS & SHOKI ![]()
aap logon ki tayri ho gaye ![]()
aur Pak ka mosam kaisa hay??
kitna merza a areha ho ga na …yahan to pata hi nehi chal reha k Eid aanay wali hay ![]()
jee jee same hain;)
pak mein kaun hai bhai:bummer:
hum to KSA mein hain:D
AWWWWWWWWWWWW:(
yahan say to behter ay a kuch na kuch to pata chalta hoga ![]()
aap k haan Eid kal ho rehi hay kia?? kion k ager wahan ho gaye to hamari bhi ho jayai gy ![]()
![]()
Hello Every One ![]()
Jo Bhi Zinda Hai Jaldi Phootay ![]()
Koi Nahi ![]()
Ab Mein Bhi Jaonga Yaar ![]()
everyone
![]()
kaise hai sab log ?