wasalam
Allah ka shukrer hay hal achay hain…chaal ka pata nehi main baithi houi hoon na ![]()
aap kaisay ho??
wasalam
Allah ka shukrer hay hal achay hain…chaal ka pata nehi main baithi houi hoon na ![]()
aap kaisay ho??
kia hal hain je?
aap ka Ehsan hoga kahan itni mehnet kero gay …mails aur PM say hi kaam chala laitay hain ![]()
kuch bhi nehi houa bus aisa hi kabhi hota hay na k kuch nehi hota phir bhi sub acha lagta hay ![]()
kia baat hay aap ka Dil kion gunguna reha hay ![]()
Alhumdullilah:)
aap sunayen:D
![]()
kuch na kuch te huwaa he hu ga… batta du ![]()
bas aysee hee… ![]()
aaj busy hu office mai? ya ravee chain he chain likhtaa hai ?
[QUOTE]
*Originally posted by Shoki: *
Alhumdullilah:)
aap sunayen:D
[/QUOTE]
hum bhi theakh thaak.. Allah KA shukar hai ... aor sunnao kia hu raha hai>?... aaj itnee jalde online!!
kuch khaas nahi:snooty:
bas dekhlain:p…
kal mera aik friend bohet peraishan tha Boss k sath khet pett ho gaye is liyai main bhi udas thi ,sham main us ka mood theek houa to mera bhi theek ho gaya:)
yahan to chain hi chain hay aap k haan kia halat hay ![]()
lols… tu aaj bhi mai kissi kai saath khet pett kur laitta houn ..
yahan bhi chain he likhta hai … aagai daikhin kiya likhna shuru kurta hai…
ps mujhai bhoook lag rahee hai … :)… Aftari kai baad Pizza ![]()
lolss
nehi bus aisay hi mujhay bohet tension hoti hay ager koi gerh berh ho jayai to ![]()
achi baat hay thorha aaram kero…Daagh kahan hain ??
bhook lag bhi gaye…![]()
main to gher ja ker hi khaon gy:)
![]()
smilly kesay ho ap …![]()
wasalam
Allah ka shuker hay aap kaisi ho ![]()
hmmm sensetive!! khait itna bhi nahen houna chahiyai ke khett pett kissi ke hu aor upset aap houn ..
khair mitti pao..
han bhai bhook lagge hai… khatte peetai loug hain… bhook tu lagna he hai .. ![]()
aftar mai kia kurna hai .. french bread and water?? ![]()
“Kisi” nehi na uff khair chorho bohet saray log aap k liyai bohet important hotay vhain so aap per bhi aser hota hay gaer kuch ulta seedha ho jayai to ![]()
lolss
water i think…baqi gher ja ker
KK tayar ho jao main tumhara SER khany wali hoon:mocking:
smilly sis kuch achi cheez khanay ko nhi mili thei kia ![]()
me wesi he jesi thei ab thora 2 chaar par aur niqal aiey hain koyal k zara bari ho rahi na ![]()
nehi na aisay hi khali utha ker ghoom reha hay main nay socha yehi sehi ![]()
cutee ![]()
kitni berhi houi hay ![]()
jitnay par niqalay hain
start counting pata chal jaiey gha ![]()
AH HAAN ![]()
rooza naheen hai kia ..
khair.. das bees ku aor bulla lu .. kafee hai ![]()