theek thaak daagh bhai!
abhi to 1 week ki holidays hain ha:D
hi…![]()
![]()
yahan log bas aaker:wave: kartay hain aur nikaljatay hain;)
bilkul meri tarah:D
hi smilly…how u doing? ![]()
ohhhhhhhhh kya baat hai ![]()
hehehe haan mein bhi wahi soch raha hoon kahi se lottery lag jaye phir araam se week mein 2 days work ![]()
Maheeeeeeeeeeeeeeeeeeeeen: hiiiiiiiiiiiiii ![]()
kaise ho sis ? how is life ?
Eid ki tayariyan ? we are coming to Green Street this Sat…milte hai ![]()
haan meri bhi yehi Dua hay … yeh kia baat houi roz roz office jao aur kaam kero ![]()
haan or atleast it should be something like…alternate days kaam karo bas ![]()
![]()
Daagh …nothing
mera demagh kharab ho gaya hay ![]()
bataye na kya keh rahe the ![]()
bolo bolo bolo bolo
lolss
mera mood bohet acha hay
meray pooray Dantt is weqt bahir hain…saray pooch rehay hain k kia houa?? aur mujhay khood nehi pata ![]()
bus sub kuch bohet acha lag reha ![]()
main waqie “PAGL” hoon ,abba theek kehtay hain ![]()
aap ka mood kaisa hay??![]()
![]()
kya baat hai aapki
well kuch to baat hogi hai…try kare bataane ke…agar yaha nahi to PM par ![]()
aur humara mood to hamesha hi
hota hai
Salaam,
Subah subah jo aap ki humsay baat hui thee, shayed uskee wajah say “sub kuch bohat acha lag reha” aur aap khush bhi hain ![]()
Ufff kia kertay ho jee…sub ko beta dia ![]()
Daagh: khoosh reho,Allah keray aap ka mood hamaisha acha rehay ![]()
![]()
![]()
Wasalam
jeetay reho bechoo ![]()
Oh nahee batana tha kia, ![]()
But chupana bhi tu nahee tha na ![]()
to phir kia kerna tha ![]()
![]()
Acha yeh bataiN kaisee hain aap? Aur abhi kia ho raha hai beside GS. ![]()
to naye mehmaans ![]()
kaise hai sab log ![]()
Smilly: thankssssssssssssssssssssssssss ![]()
ab hum jaa rahe hai iftaari ke liye ![]()