u never know
thinking main khalal daling
![]()
kaise ho Laj jee ![]()
haan ji humari Sehri hue to 7 hours ho gaye ![]()
![]()
hello shello Shoki
![]()
kaise ho janab…
Aaah janab Daagh ji…Yehi to hai sapna aur yehi to hai aas…Banda bay sar-o-samaan sahi magar saath main bay fikar bhi ho to kia baat hai…![]()
Sar-o-samaan ki daurh jaari hai aur fikar barhti jaa raha hai..Aagay kia hoga…![]()
Khair hai…Jahan samaan hota hai wahan fikar to hoti hi hai…![]()
![]()
yeh kya tha…
waise sar-o-samaan ki paane ki shiddat mein insaan apne aap ko bhi bhool jaata hai aur yeh bhi bhool jaata hai ki jitna sar-o-samaan usne haasil kiya hua hai uska sahi hmmmm…whats the word… istemaal bhi nahi kar paata ![]()
daikha… abhi aane ka naam he lia tu ye haal hai… agar wahan puhanch gia tu kia… aor jab Pakistan se wapis aao ge phir tu patta nahen kia hu ga … ![]()
wOHI HOGA JO MENZOOR-E-KHUDA HOGA ![]()
Manzoor-e-khuda aisa hua kai aap kaa Caps lock atuck giya…![]()
kuch tu manzoor-e-nakhuda bhe hu ga .. ![]()
khair… how is the work today?
![]()
aap ko kaisay pata chala:rotfl:
hmm theek
aaj meri colleague ka off tha so thorha sa kaam hay…kuch khas nehi ![]()
aap bhi farigh ho kia ![]()
Farigh log ![]()
Mere Braille reader say pata chala…![]()
aap kion Jal rehay ho ![]()
![]()
Kia kuch aankh main chala giya? ![]()
![]()
aap kahan ho jeldi bolo ![]()
believe me abhi abhi meri aankh main kuch chala gaya hay ![]()
Yeh hai Baba Lajolal ka kamaal…![]()
BTW, issay kehtay hain E.S.P…![]()
Muje bohuti saara kaam karna hai ![]()